SEARCH RESULTS
Showing search results for "تغیرات"
Nazm MATCHES FOR "تغیرات"
Nazm
taghayyuraat
u.Dtaa hu.aa saa rang ruKH-e-rozgaar hai
ya.anii taGayyuraat pe kyaa iKHtiyaar hai
Jauhar Nizami
Nazm
parchhaiyan
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
kabhii gumaan kii suurat kabhii yaqii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
zauq o shauq
zikr-e-arab ke soz me.n, fikr-e-ajam ke saaz me.n
ne arabii mushaahidaat, ne ajamii taKHaiyyulaat
Allama Iqbal
Nazm
iltija-e-musafir
farishte pa.Dhte hai.n jis ko vo naam hai teraa
ba.Dii janaab tirii faiz aam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
akele kamre mein
tumhaarii yaad ke siine pe baar-haa 'aazar'
tasavvuraat kaa sar rakh ke so ga.ii huu.n mai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
hinDola
taKHaiyyulaat kii doshiizgii kaa radd-e-amal
javaan ho ke bhii be-laus tifl-vash jazbaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dushman ki taraf dosti ka hath
mere jism me.n zahr hai teraa
meraa dil hai teraa ghar
Muneer Niyazi
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
ai ki teraa murG-e-jaa.n taar-e-nafas me.n hai asiir
ai ki terii ruuh kaa taa.ir qafas me.n hai asiir
Allama Iqbal
Nazm
shua-e-farda
tiira-o-taar fazaa.o.n me.n sitam-KHurda bashar
aur kuchh der ujaale ke liye tarsegaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
lamha-e-ghanimat
muskuraa ai zamiin tiira-o-taar
sar uThaa ai dabii hu.ii maKHluuq