SEARCH RESULTS
Showing search results for "تلون"
Nazm MATCHES FOR "تلون"
Nazm
ilm
ilm hai insaa.n kii tahziib-o-tamaddun ke liye
ye nahii.n insaanii qadro.n ke talavvun ke liye
Farooq Shakeel
Nazm
tawaif
kaliyaa.n be-zaar hai.n shabnam ke talavvun se magar
tuu ne is diida-e-pur-nam ko to dekhaa hotaa
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
aashiq harjai
اے تلون کيش! تو مشہور بھي ، رسوا بھي ہے
لے کے آيا ہے جہاں ميں عادت سيماب تو
Allama Iqbal
Nazm
tifl-e-shir-KHwar
آہ! اس عادت ميں ہم آہنگ ہوں ميں بھي ترا
تو تلون آشنا ، ميں بھي تلون آشنا
Allama Iqbal
Nazm
doraha
varna insaan kii fitrat kaa talavvun mat puuchh
is sin-o-saal kaa maGruur la.Dakpan mat puuchh
Mustafa Zaidi
Nazm
luDhakta patthar
vo talavvun ki nahii.n jis kaa Thikaana ko.ii
us ke andaaz-e-kuhan aaj na.e taur ke hai.n
Qateel Shifai
Nazm
jamuna
o talavvun-kesh o kaafir-adaa aur duu.n-shi.aar
tuu ne badle rang laakho.n aah vaz-e-rozgaar
Suroor Jahanabadi
Nazm
Darte Darte dam-e-sahar se
nau-damiida kabhii kaamil kabhii naapaid kabhii
bas yahii ra.ng-e-talavvun hai tashaKHKHus is kaa
Shafiq Fatima Shera
Nazm
aurat
tere jaur-o-sitam-o-naaz-o-talavvun ke qatiil
kaa.np kar kahte hai.n nairangii-e-qismat tujh ko
Azeemuddin Ahmad
Nazm
zamana
baseraa taGayyur kii baa.nho.n me.n letaa
talavvun kii amvaaj par naav khetaa
Hurmatul Ikaram
Nazm
chhabbis january
ye daur-e-nau-mubaarak farKHanda-aKHtarii kaa
jamhuuriyat kaa aaGaaz anjaam qaisarii kaa
Tilok Chand Mahroom
Nazm
nur-jahan ka mazar
din ko bhii yahaa.n shab kii siyaahii kaa samaa.n hai
kahte hai.n ye aaraam-gah-e-nuur-jahaa.n hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
shahid bhagat-singh
zindaa.n me.n shahiido.n kaa vo sardaar aayaa
shaidaa-e-vatan paikar-e-iisaar aayaa