SEARCH RESULTS
Showing search results for "توہین"
Nazm MATCHES FOR "توہین"
Nazm
KHatun-e-mashriq
chho.D detii takallum ko mulaa.em qiil-o-qaal
ilm kaa had se guzar jaanaa hai tauhiin-e-jamaal
Josh Malihabadi
Nazm
hindostani bachche
dhan daulat ke laalach me.n tauhiin na ho iimaan kii
bachcho tum taqdiir ho kal ke hindostaan kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
tawaif
jaantii hai apnii rusvaa.ii ko to vaj.h-e-numuud
sinf-e-naazuk kii khulii tauhiin hai teraa vajuud
Mahirul Qadri
Nazm
aazar
haa.n magar dil hai ki dha.Dke hii chalaa jaataa hai
is se ba.Dh kar ko.ii tauhiin-e-vafaa kyaa hogii
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
kaen kaen kawwa Ten Ten miTThu
kaun saa tuu uqaab aur shaahiin hai
mu.nh lagaanaa tujhe merii tauhiin hai
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
mashwara
merii mahbuub ye tauhiin-e-mohabbat hogii
bevafaa kah ke mire pyaar ko majruuh na kar
Asad Rizvi
Nazm
bura man gae
merii tauhiin thii khaTmal se mako.De se shikast
nochnaa jo pa.Daa takiya to buraa maan ga.e
Adil Khilganvi
Nazm
mohabbat kya hai
mohabbat ke naam pe ta'alluqaat ko libaas se jald badalne vaale insaan
tauhiin mat karo mohabbat kii
Omainuz Zahra Sayyad
Nazm
har roz hum apne KHwabon ki tauhin karen
ham roz ham apne KHvaabo.n kii tauhiin kare.n
vo KHvaab
Noon Meem Danish
Nazm
izafi zaruraton ke liye ek nazm
lekin is ke baavajuud
vo tauhiin kaa vo notice nahii.n jaarii kar sake.nge
Anwar Sen Roy
Nazm
ek nazm
na manzil se ghabraa ke raste me.n girtaa
yuu.n apne gharaane kii tauhiin kartaa!
Jelani Kamran
Nazm
ai urus-e-bambai
aap kii tauhiin hai gar kuchh bhii mehnat kiijiye
ek bii.Dii diijiye saTTe kaa number liijiye
Izhaar Malihabadi
Nazm
mujhe juzdan se bahar nikalo
mujhe samjhe binaa pa.Dhte rahe tum
mirii tauhiin yuu.n karte rahe tum