SEARCH RESULTS
Showing search results for "ثمرا"
Nazm MATCHES FOR "ثمرا"
Nazm
kachhwa aur KHargosh
haif KHargosh rah gayaa sotaa
samra Gaflat kaa aur kyaa hotaa
Ismail Merathi
Nazm
garmi ka mausam
na pa.nkhaa hai na TaTTii hai na kamra
zaraa sii jho.npa.Dii mehnat kaa samra
Ismail Merathi
Nazm
mumkin na mumkin
chhoTii hamraa khanDvaa kaise jaa saktii hai
jaa saktii hai samra kaam banaa saktii hai
Muzaffar Hanfi
Nazm
Dar lagta hai
maa.n aur baap kii barso.n kii mehnat kaa samra
barso.n kii kaavish kaa natiija hote hai.n
Farooq Noor
Nazm
id
khulii hai KHatm-e-maraahil pe suurat-e-manzil
ye ek sabr kaa samra hai vaz.a-daaro.n ko
Ram Parkash Rahi
Nazm
jawed ke nam
mai.n shaaKH-e-taak huu.n merii Gazal hai meraa samar
mire samar se mai-e-laala-faam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
KHizr-e-rah
mulk-o-daulat hai faqat hifz-e-haram kaa ik samar
ek huu.n muslim haram kii paasbaanii ke liye
Allama Iqbal
Nazm
ek mulaqat
rukii to aaise ki jaise tirii riyaazat ko
ab is samar se ziyaada samar mile na mile
Sahir Ludhianvi
Nazm
ramaen ka ek sin
rahtaa miraa bhii naKHl-e-tamannaa jo be-samar
ye jaa-e-sabr thii ki du.aa me.n nahii asar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hubb-e-watan
ek Daalii ke sab hai.n barg-o-samar
hai ko.ii un me.n KHushk aur ko.ii tar