SEARCH RESULTS
Showing search results for "جفاؤں"
Nazm MATCHES FOR "جفاؤں"
Nazm
ai ishq kahin le chal
zulmo.n kii jafaa.o.n kii aaho.n kii karaaho.n kii
hai.n Gam se hazii.n le chal!
Akhtar Shirani
Nazm
hubb-e-watan
ghar jafaa.o.n se jin kii chhuuTaa thaa
dil se rishta na un kaa TuuTaa thaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
aap-biti
vaqt kii dhund me.n lipTe hu.e kuchh pyaar ke giit
mehr o iKHlaas zamaane kii jafaa.o.n se niDhaal
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
main pachhta raha hun
sadaa tum baratte rahe ho taGaaful
jafaa.o.n kaa ik din na TuuTaa tasalsul
Afzal Peshawari
Nazm
rup-nagar ki shahzadi
dil-e-barbaad jheltaa hii rahaa
rut na badlii kabhii jafaa.o.n kii
Shaista Mufti
Nazm
shikwa
yaa kahii.n karda-o-naa-karda gunaaho.n ke sabab
in jafaa.o.n ko uThaane ke sazaa-vaar hai.n ham
Salman Ghazi
Nazm
kabhi kabhi
bhaTak rahii hai KHalaa.o.n me.n zindagii merii
inhii KHalaa.o.n me.n rah jaa.uu.ngaa kabhii kho kar
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujhse pahle
aur mai.n jis ne tujhe apnaa masiihaa samjhaa
ek zaKHm aur bhii pahle kii tarah sah jaa.uu.n
Ahmad Faraz
Nazm
daricha-ha-e-KHayal
chaahtaa huu.n ki bhuul jaa.uu.n tumhe.n
aur ye sab dariicha-haa-e-KHayaal
Jaun Eliya
Nazm
parinde ki fariyaad
is qaid kaa ilaahii dukh.Daa kise sunaa.uu.n
Dar hai yahii.n qafas me.n mai.n Gam se mar na jaa.uu.n
Allama Iqbal
Nazm
ajnabi sham
dil-e-naakaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n
ajnabii shaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n