SEARCH RESULTS
Showing search results for "حرماں"
Nazm MATCHES FOR "حرماں"
Nazm
andeshe
vo kahaa.n aur kahaa.n kaahish-e-Gam, sozish-e-jaa.n
us kii ra.ngiin nazar aur nuquush-e-hirmaa.n
Kaifi Azmi
Nazm
zalzala
jaa ke nazdiik ye nazzaara-e-hirmaa.n dekhaa
ek hasiina ko ba-sad haal-e-pareshaa.n dekhaa
Shakeel Badayuni
Nazm
KHuftagan-e-KHak se istifsar
منظر حرماں نصيبي کا تماشائي ہوں ميں
ہم نشين خفتگان کنج تنہائي ہوں ميں
Allama Iqbal
Nazm
padmani
ye vo bijlii thii jo soz-e-Gam-e-hirmaa.n ho kar
KHaak sii loT ga.ii terii pashiimaa.n ho kar
Suroor Jahanabadi
Nazm
kis ki bad-gumani par
ishq kii kaa.enaat hai hirmaa.n
aarzuu kaa ziyaan rahne de
Meem Hasan Lateefi
Nazm
munjamid aankhen
na ko.ii daaG-e-hirmaa.n hai
na ganj-e-shaa.egaa.n kii aarzu-e-be-nihaayat hai
Mahmood Ayaz
Nazm
soz-o-gudaz
qalb-e-muztar ko banaa rakhaa hai ghar hirmaa.n ne
aur kyaa chiiz hai is dil ke siyah-KHaane me.n
Aaftab Rais Panipati
Nazm
naqsh-e-faryaadi
Gair kii ho ke pardes jaatii ho tum
hasrat-o-yaas-o-hirmaa.n me.n Duubii hu.ii
Daur Afridi
Nazm
yaqin
yaas-o-hirmaa.n ke a.ndhero.n me.n sitaare bhar do
dil ke KHvaabiida dariicho.n se kaho aa.nkh male.n
Fareed Ishrati
Nazm
nastik
rang ummiid ke rah rah ke nikharte hai.n kabhii
naqsh hirmaa.n ke kabhii is me.n ubhar aate hai.n
Makhmoor Saeedi
Nazm
KHana-ba-dosh
vo log paikar-e-Gam-o-hirmaa.n kahe.n jinhe.n
betaabiyo.n ke ruup me.n insaa.n kahe.n jinhe.n