SEARCH RESULTS
Showing search results for "حلوا"
Nazm MATCHES FOR "حلوا"
Nazm
ye baat samajh mein aai nahin
aapii bhii pakaatii hai.n halva
phir vo bhii kyuu.n halvaa.ii nahii.n
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
shab-baraat
kyuu.nkar kare na apnii numuudaarii shab-baraat
chilpak chapaatii halve se hai bhaarii shab-baraat
Nazeer Akbarabadi
Nazm
abba ka chaaliswan
nazr-o-niyaaz ke liye halva banaa.iye
phir roz aane vaalo.n ko chaa.e pilaa.iye
Nashtar Amrohvi
Nazm
id ka mela
tar halva garm ka.Daahii me.n do loTe hai.n ik Thela hai
yaaro ye iid kaa mela hai
Syed Zameer Jafri
Nazm
ji chahta hai
na puurii na halva na laDDuu na barfii
miraa khiir khaane ko jii chaahtaa hai
Sibtain Shahjahani
Nazm
TuT baTuT ke bhai
TuuT baTuuT ke chaar hai.n bhaa.ii
ik khaataa hai halva puurii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
bura man gae
ham ko bhii daadii kii is chiiz pe haq haasil thaa
khaa liyaa tho.Daa saa halva to buraa maan ga.e
Adil Khilganvi
Nazm
TuT baTuT ka tota
raat ko khaa.e miiThii chuurii
din ko khaa.e halva puurii