SEARCH RESULTS
Showing search results for "حمد"
Nazm MATCHES FOR "حمد"
Nazm
shikwa
ai KHudaa shikva-e-arbaab-e-vafaa bhii sun le
KHuugar-e-hamd se tho.Daa saa gila bhii sun le
Allama Iqbal
Nazm
KHatun-e-mashriq
naaz se huure.n taraane hamd ke gaane lagii.n
aurte.n bhar bhar ke apnii jholiyaa.n jaane lagii.n
Josh Malihabadi
Nazm
manazir-e-sahar
naaquus ke siine se sadaa.e.n vo fuGaa.n kii
vo hamd me.n Duubii hu.ii aavaaz azaa.n kii
Josh Malihabadi
Nazm
waqt-e-murawwat
mire labo.n ko bhii de ruKHsat-e-taraana-e-hamd
har ek zarra hai is vaqt aashnaa-e-duruud
Josh Malihabadi
Nazm
main kuchh bhi kah na paya
phir KHud bhii apne rab kii
hamd-o-sanaa hai.n gaate
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
dost
sunahrii battaKHo.n kii bandaro.n kii hamd gaataa hai
khilaunaa gaa.Diyo.n me.n
Balraj Komal
Nazm
hamd
ai KHudaa hai tuu hii maalik-e-do-jahaa.n
terii qudrat ke jalve hai.n har suu ayaa.n
Ahmad Wasi
Nazm
ye dharti KHub-surat hai
kisii shahnaaz-e-laala-ruKH kaa kaashaana
to kyaa hamd o salaam o na.at likkhuu.n ye nahii.n mumkin
Salam Machhli shahri
Nazm
kashmir
barf kii dastaar baa.ndhe saf-ba-saf parbat yahaa.n
karte hai.n hamd-o-sanaa allaah kii qudrat hai ye
Jameel Ahmad Jaisi
Nazm
nasihat
chho.D de buGz aur hasad bilkul
apne dil ko na ghun lagaa bhaa.ii