SEARCH RESULTS
Showing search results for "خاکہ"
Nazm MATCHES FOR "خاکہ"
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
is KHaak se phuuTii hai zuleKHaa kii javaanii
yaa chaah se niklaa hai ko.ii yuusuf-e-saanii
Mahshar Badayuni
Nazm
nashat-e-umid
taire sivaa KHaak nahii.n in ke paas
saarii KHudaa.ii me.n hai le de ke aas
Altaf Hussain Hali
Nazm
imtihan se pahle
mujh ko ab saal-bhar kii mehnat kaa
saamne rakhnaa hai bas ik KHaaka
Shaukat Pardesi
Nazm
accident
miTTii us pe girii aur mailii sii ik pii.Dhii us par se utrii
aur phir sinduurii saa ik KHaaka ubhraa
Majeed Amjad
Nazm
paris
mastii-e-tiira-shabii par hai gunah kaa KHaaka
shaiKH-o-mullaa-o-kaliisaa ho ki shah kaa KHaaka
Atif tauqeer
Nazm
aur main chup raha
merii taqdiir kaa jo bhii KHaaka banaa
piile mausam ke patto.n pe likkhaa gayaa
Farooq Nazki
Nazm
sang-abaad ki ek dukan
naa-fariida hai ye duniyaa magar ik KHaaka hai
KHair-o-shar ho.nge magar suurat-e-haalaat judaa
Shaz Tamkanat
Nazm
lekin
jaane kyo.n in dino.n ummiid bhii hai KHaak-basar
jaane kyo.n in dino.n maayuus tamanna kii nazar
Afzal Husain Afzal
Nazm
taKHliq
tashkiil me.n hai aamil quvvat kaa mansuuba...
kohre se zaahir hotaa hai ik kashtii kaa KHaaka