SEARCH RESULTS
Showing search results for "خوش"
Nazm MATCHES FOR "خوش"
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kuchh ishq kiyaa kuchh kaam kiyaa
vo log bahut KHush-qismat the
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
parinde ki fariyaad
aazaadiyaa.n kahaa.n vo ab apne gho.nsle kii
apnii KHushii se aanaa apnii KHushii se jaanaa
Allama Iqbal
Nazm
KHwabon ke byopari
par apnii ghaayal aa.nkho.n se
KHush ho ke lahuu chhi.Dkaayaa thaa
Ahmad Faraz
Nazm
nazm
jis kaa Dar thaa mujhe maa'luum pa.Daa logo.n se
phir vo KHush-baKHt palaT aaya tirii duniyaa me.n
Tahzeeb Hafi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
chhupaa chhupaa ke KHamoshii me.n apnii bechainii
KHud apne raaz kii tash.hiir ban ga.ii ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
tund o subuk-sair hai garche zamaane kii rau
ishq KHud ik sail hai sail ko letaa hai thaam
Allama Iqbal
Nazm
baiTha hai mere samne wo
merii nazro.n se hai pareshaa.n
KHud apnii kashish se hii KHafaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
intizar
KHush the ham apnii tamannaa.o.n kaa KHvaab aa.egaa
apnaa armaan bar-afganda-naqaab aa.egaa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
bahut dinon ki baat hai
shabaab par bahaar thii
fazaa bhii KHush-gavaar thii