SEARCH RESULTS
Showing search results for "خوشنما"
Nazm MATCHES FOR "خوشنما"
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
daryuuza-garii ke maqbaro.n se
zindaa.n kii fasiil KHushnumaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
rah-e-farar
mujhe ek tah-KHaana ma.aluum hai KHushnumaa saa
jo shaahaan-e-dehlii ne banvaayaa thaa is Garaz se
Akhtarul Iman
Nazm
nani-aman ki wafat par ek nazm
zaa.iqe rang KHushbu.e.n chehre
in mohallo.n kaa KHushnumaa maahaul
Abdul Ahad Saaz
Nazm
taaqub apne ham-zad ka
had-e-nigaah tak vo KHushnumaa manzar
baadalo.n kii oT se pahaa.Dii nazaare
Perwaiz Shaharyar
Nazm
phulon ki ghazal
KHushnumaa hai hayaat phuulo.n kii
dekhnaa kaa.enaat phuulo.n kii
Vaqar Khaleel
Nazm
naya chand
aaj shab chaa.nd KHushnumaa niklaa
saarii duniyaa kaa dilrubaa niklaa
Abdus Salam Zaki
Nazm
fikr-dar-fikr
KHushnumaa ek phal shaaKH-e-ummiid kaa
markaz-e-aarzuu mehvar-e-justujuu KHema-e-rang-o-buu
Naseer Parwaz
Nazm
shikwa
ai KHushaa aa.n roz ki aa.ii o ba-sad naaz aa.ii
be-hijaabaana suu-e-mahfil-e-maa baaz aa.ii
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
aur aadmii hii phirte hai.n rakh sar pe khuunchaa
kahtaa hai ko.ii lo ko.ii kahtaa hai laa re laa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
KHwab jo bikhar gae
KHushaa vo daur-e-be-KHudii ki justujuu-e-yaar thii
jo dard me.n suruur thaa to be-kalii qaraar thii
Amir Usmani
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
naa is sahraa me.n KHoshaa hai
naa is sahraa me.n sabza hai
Ibn e Insha
Nazm
ek makDa aur makkhi
sau kaam KHushaamad se nikalte hai.n jahaa.n me.n
dekho jise duniyaa me.n KHushaamad kaa hai bandaa
Allama Iqbal
Nazm
tin aawazen
vo ye kahte hai.n tuu KHush-nuud har ik zulm se hai
vo ye kahte hai.n har ik zulm tire hukm se hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iqbaal
aayaa hamaare des me.n ik KHush-navaa faqiir
aayaa aur apnii dhun me.n Gazal-KHvaa.n guzar gayaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
alwida
hamaare daaman-e-afkaar par teraa hii saayaa hai
KHushaa school ki ham ne tujhii se faiz paayaa hai
Abdul Ahad Saaz
Nazm
tauq-o-dar ka mausam
KHushaa nazaara-e-ruKHsaar-e-yaar kii saa.at
KHushaa qaraar-e-dil-e-be-qaraar kaa mausam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
id
KHoshaa ki shiir-o-shakar ho ga.e gale mil kar
KHuluus-e-dil hii dikhaane ko iid aa.ii hai