SEARCH RESULTS
Showing search results for "درا"
Nazm MATCHES FOR "درا"
Nazm
shikwa
hai bajaa sheva-e-tasliim me.n mash.huur hai.n ham
qissa-e-dard sunaate hai.n ki majbuur hai.n ham
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
qaafila ho na sakegaa kabhii viiraa.n teraa
Gair yak-baa.ng-e-daraa kuchh nahii.n saamaa.n teraa
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
phuulo.n ko aa.e jis dam shabnam vazuu karaane
ronaa miraa vazuu ho naala mirii du.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
'iqbaal' kaa taraana baa.ng-e-daraa hai goyaa
hotaa hai jaada-paimaa phir kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
girya-e-sarshaar se buniyaad-e-jaa.n paa.inda hai
dard ke irfaa.n se aql-e-sa.ng-dil sharminda hai
Allama Iqbal
Nazm
shama aur shair
اے در تابندہ ، اے پروردہء آغوش موج!
لذت طوفاں سے ہے نا آشنا دريا ترا
Allama Iqbal
Nazm
KHuftagan-e-KHak se istifsar
غوطہ زن درياے خاموشي ميں ہے موج ہوا
ہاں ، مگر اک دور سے آتي ہے آواز درا
Allama Iqbal
Nazm
ajab bala-KHez marhala tha
na ko.ii saut-e-daraa sadaa-e-rahiil thii
aur na ko.ii manzil na kaarvaa.n thaa
Sajida Zaidi
Nazm
dua
raat jii khol ke phir mai.n ne du'aa maa.ngii hai
aur ik chiiz ba.Dii besh-bahaa maa.ngii hai
Kaleem Aajiz
Nazm
ek qalandar ke nam
tumhaarii fikr ne baa.ng-e-daraa ban kar
jagaayaa so.e hu.e zehno.n ko
Malika Naseem
Nazm
zindagi
kaarvaa.n chalte rahe baa.ng-e-daraa hotii rahii
ma.arke sar hu.e ran pa.Dte rahe