SEARCH RESULTS
Showing search results for "دل_فگار"
Nazm MATCHES FOR "دل_فگار"
Nazm
kam-nigahi
mere ham-safar tamaam saadgii shi.aar the
ra.nj ke shikaar the Gam se dil-figaar the
Makhmoor Jalandhari
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
aapas kii phuuT se ho kyuu.n dil-figaar dono.n
haa.n chho.D do ye ranjish ban jaa.o yaar dono.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
badnam ho raha hun
ik puuchhtii hai aa kar tum be-qaraar kyuu.n ho
kuchh to hame.n bataa.o yuu.n dil-figaar kyuu.n ho
Akhtar Shirani
Nazm
fariyaad-e-bewa
KHasta-jigar ho tum bhii ho dil-figaar tum bhii
haalat hai vo hamaarii ho ashk-baar tum bhii
Master Basit Biswani
Nazm
sukut-e-shab
kisii tarah to ko.ii dil-figaar le phuuTe
kisii tarah to fusuun-e-sukuut-e-shab TuuTe
Azhar Qadiri
Nazm
ghaul-e-bayabani
dil-e-figaar ko shikast-e-shiisha-e-nigaar-e-KHvaab kii KHabar milii
magar ye kyaa Gazab hu.aa
Hammad Younus
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
raKHt-e-dil baa.ndh lo dil-figaaro chalo
phir hamii.n qatl ho aa.e.n yaaro chalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
id ke din
vo fart-e-shauq me.n ha.ns ha.ns ke mil rahe hai.n gale
hai shaad 'jauhar'-e-siina-figaar iid ke din
Jauhar Nizami
Nazm
hazar karo mere tan se
saje to kaise saje qatl-e-aam kaa mela
kise lubhaa.egaa mere lahuu kaa vaavailaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kanTon se pyar ho jae
gulo.n ke saath jo kaa.nTo.n se pyaar ho jaa.e
KHizaa.n bhii apne chaman kii bahaar ho jaa.e
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
lab-kushaa ho ki sar-e-shaam-e-figaar
is se pahle ki shikasta-dil me.n