SEARCH RESULTS
Showing search results for "دوام"
Nazm MATCHES FOR "دوام"
Nazm
masjid-e-qurtuba
hai magar is naqsh me.n ra.ng-e-sabaat-e-davaam
jis ko kiyaa ho kisii mard-e-KHudaa ne tamaam
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
aa.ii sadaa-e-jibra.iil teraa maqaam hai yahii
ahl-e-firaaq ke liye aish-e-davaam hai yahii
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
jo taal haath se de kar mujhe nachaa na sakii
jo mere haath se ik din davaa bhii pii na sakii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
shama aur shair
دہر ميں عيش دوام آئيں کي پابندي سے ہے
موج کو آزادياں سامان شيون ہو گئيں
Allama Iqbal
Nazm
zabta
jo miTne vaale hai.n un ke liye davaam likhuu.n
sanaa yaziid kii aur shimr par salaam likhuu.n
Habib Jalib
Nazm
hinDola
ye khel-kuud ke lamho.n me.n hotaa thaa ehsaas
du.aa.e.n detaa ho jaise mujhe sukuut-e-davaam
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aazadi
mujhe baqaa kii zaruurat nahii.n ki faanii huu.n
mirii fanaa se hai paidaa davaam-e-aazaadii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
taa.ir-e-zer-e-daam ke naale to san chuke ho tum
ye bhii suno ki naala-e-taa.ir-e-baam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
autograph
na rif.at-e-maqaam hai na shohrat-e-davaam hai
ye lauh-e-dil ye lauh-e-dam
Majeed Amjad
Nazm
izhaar aur rasai
isii ik zarra-e-laa-faanii se
KHisht-e-be-maaya ko miltaa hai davaam
Noon Meem Rashid
Nazm
bewa ki KHud-kushi
ho ga.ii beva kii KHaatir nii.nd bhii jaise haraam
muKHtasar saa ahd-e-vaslat de gayaa soz-e-davaam
Kaifi Azmi
Nazm
aalam-e-barzaKH
نے نصيب مار و کژدم، نے نصيب دام و دد
ہے فقط محکوم قوموں کے ليے مرگ ابد