SEARCH RESULTS
Showing search results for "ریا"
Nazm MATCHES FOR "ریا"
Nazm
zindagi se Darte ho
daur naa-rasaa.ii ke ''be-riyaa'' KHudaa.ii ke
phir bhii ye samajhte ho hech aarzuu-mandii
Noon Meem Rashid
Nazm
dua
jin ke qadmo.n ko kisii rah kaa sahaaraa bhii nahii.n
un kii nazro.n pe ko.ii raah ujaagar kar de
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai mere sare logo
phir vahii KHauf kii diivaar tazabzub kii fazaa
phir vahii aam hu.ii.n ahl-e-riyaa kii baate.n
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
mai.n kaa.ndhaa detaa rahaa apne jiite murde ko
ye sochtaa thaa ki ab kyaa karuu.n kahaa.n jaa.uu.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sachche watan-parast ka git
KHauf-e-aafat se kahaa.n dil me.n riyaa aa.egii
baat sachchii hai jo vo lab pe sadaa aa.egii
Lal Chand Falak
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
matn ke sab haashiye
jin se aish-KHaam ke naqsh-e-riyaa bante rahe!
Noon Meem Rashid
Nazm
kuchh ishq kiya kuchh kaam kiya
kaam ishq ke aa.De aataa rahaa
aur ishq se kaam ulajhtaa rahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
madh
har ek jagah makr-o-riyaa kii hu.ii tash.hiir
raushan hu.e ummiid se ruKH ahl-e-vafaa ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sayyad ki lauh-e-turbat
banda-e-momin kaa dil biim-o-riyaa se paak hai
quvvat-e-farmaa.n-ravaa ke saamne bebaak hai
Allama Iqbal
Nazm
tanhai mein
ghar gayaa zehn Gam-e-ziist ke andaazo.n me.n
har hathelii pe dhare soch rahaa huu.n baiThaa
Akhtarul Iman
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
chashma-e-makr-o-riyaa shahro.n se duur
reg shab-bedaar hai suntii hai har jaabir kii chaap
Noon Meem Rashid
Nazm
aalam-e-barzaKH
gurz uThaa.e hu.e dhamkaate phiraa karte hai.n
nau-e-aadam se bahar-taur riyaa ke taalib