SEARCH RESULTS
Showing search results for "رے"
Nazm MATCHES FOR "رے"
Nazm
aadmi-nama
aur aadmii hii phirte hai.n rakh sar pe khuunchaa
kahtaa hai ko.ii lo ko.ii kahtaa hai laa re laa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
apni malka-e-suKHan se
titlii kaa naaz-e-raqs Gazaala kaa husn-e-ram
motii kii aab gul kii mahak maah-e-nau kaa KHam
Josh Malihabadi
Nazm
KHak-e-hind
tere jabii.n se nuur-e-husn-e-azal ayaa.n hai
allaah-re zeb-o-ziinat kyaa auj-e-izz-o-shaa.n hai
Chakbast Braj Narayan
Nazm
barsat ki bahaaren
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
baadal havaa ke uupar ho mast chhaa rahe hai.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ye kaun aaya
tarsii hu.ii nazro.n ko ab aur na tarsaa re
ai husn ke saudaagar ai ruup ke banjaare
Ibn۔e۔Insha
Nazm
pyara hindostan
'krishn' kii bansii haa.e re bansii
meraa nivaas asthaan yahii hai
Nazeer Banarasi
Nazm
uljhanen
nigaah-e-mast kii allaah-re ma.asuum taakiide.n
mujhe hai hukm saaz-e-muflisii par gungunaane kaa
Kaifi Azmi
Nazm
diwali
aa.ii hai apne saath charaaGaa.n liye hu.e
allaah-re ye taab ye tanviir ye jamaal
Arsh Malsiyani
Nazm
sawan ke mahine
firdaus banaa.e hu.e saavan ke mahiine
ik gul-ruKH o nasrii.n-badan o sarv-e-sahii ne
Josh Malihabadi
Nazm
madrase ka ek hi kamra
ab nazar kyaa rahe kitaabo.n par
dil hii dil me.n hai.n saare la.Dke shaad
Hafeez Jalandhari
Nazm
mera watan
lutf se ba.Dh ke hai jafaa terii
vaah-re hindostaa.n vafaa terii
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
mulamma ki anguThi
ye sunte hii chaa.ndii kii a.nguuThii bhii ga.ii jal
allaah-re mulamme kii a.nguuThii tere chhal-bal
Ismail Merathi
Nazm
bhayya ko sandesa
mire bhayyaa ko sandesaa pahu.nchaanaa
re chandaa terii jot ba.Dhe
Sahir Ludhianvi
Nazm
qaumi tarana
'iqbaal' aur 'tagore' se shaa.ir p-c-re se faazil
v-c-raaman shaah sulaimaa.n j-c-bos se kaamil