SEARCH RESULTS
Showing search results for "زرخیز"
Nazm MATCHES FOR "زرخیز"
Nazm
rumi badle shami badle badla hindustan
موسم اچھا ، پاني وافر ، مٹي بھي زرخيز
جس نے اپنا کھيت نہ سينچا ، وہ کيسا دہقان
Allama Iqbal
Nazm
kaise Tahalta hai chand
mai.n harii-bharii pyaas se zarKHez ho jaatii huu.n
aur phuulo.n ko miTTii me.n dabaane lagtii huu.n
Sara Shagufta
Nazm
wo mar chuka hai
hamaarii KHvaahish vo duudh ban kar
hamaarii zarKHez chhaatiyo.n kii namii me.n utre
Sarmad Sahbai
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
kis kii talvaar thii aa.iina zamaane ke liye
kis ne zarKHez shujaa.at ke sitaare bo.e
Adil Mansuri
Nazm
hindostan
zarKHez hai saraasar ye gulistaa.n hamaaraa
hai taa.ir-e-tilaa.ii hindostaa.n hamaaraa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
chor chuhe aur bachche
chuuhe phuul kutar jaate hai.n
banjar ko zarKHez banaa kar
Muzaffar Hanfi
Nazm
waqt aur dariya
ya.anii jis jaa se guzar jaataa hai ye
vo zamii.n zarKHez kar jaataa hai ye
Nisar Abbasi
Nazm
wahi main hun wahi meri kahani hai
ab tak
computer ke zamaane ke kisii zarKHez-tar dil ke luGat me.n bhii nahii.n dekhe
Moeen Nizami
Nazm
KHwab
ko.ii to zarKHez KHvaab maalik!
mai.n KHushk lafzo.n ko bo rahaa huu.n!
KHalid Malik Sahil
Nazm
mohabbaton ka ye tur-e-sina
ye dil kii zarKHez jo zamii.n hai
tum us pe KHushiyo.n ke rang kaa.dho
Najma Shaheen Khosa
Nazm
pyara watan hamara
zarKHez mulk ko.ii jis ke nahii.n baraabar
roz-e-azal se ab tak sarsabz hai saraasar
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
tum kaho to kahun
kisht-e-zar-KHez par aab-e-namkiin jam saa gayaa
raqs tham saa gayaa
Jawayd Anwar
Nazm
fasl
bahut zarKHez hai jis chiiz ke bhii biij Daale.n
fasl us kii chand din me.n lahlahaatii hai
Humaira Rahat
Nazm
watan ki mohabbat
zamiine.n vo zarKHez dilkash chaman
ye meraa vatan hai ye meraa vatan