SEARCH RESULTS
Showing search results for "سائی"
Nazm MATCHES FOR "سائی"
Nazm
ganw ki saDak
ye nek paak buzurgo.n kii ruuh kaa madfan
jahaa.n pe chaa.nd sitaaro.n ne jubba-saa.ii kii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahan hai aa ja
dam-ba-dam josh-e-junuu.n kii sitam-aaraa.ii se
ka.aba-o-dair-o-kaliisaa kii jabii.n-saa.ii se
Shakeel Badayuni
Nazm
zarurat-e-ittihad
na hii san.at na ab tijaarat hai
saarii aasuudgii vo Gaarat hai
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
urdu
peT bharne ke liye ye naasiya-saa.ii na thii
aur abhii tasviir-e-jaanaa.n ham ne banvaa.ii na thii
Syed Mohammad Jafri
Nazm
dar-o-rasan
sharaab-e-aish pilaataa thaa charKH-e-miinaa.ii
qubuul karte the is dar pe sab jabii.n-saa.ii
Mohammad Ali Tishna
Nazm
inni-kunto-minazalemin
apnii jabii.n-saa.ii me.n yuu.n masruuf hai.n
itnaa bhii dil gurda nahii.n rakhte
Satyapal Anand
Nazm
may yaum-ul-hisab
tilism-e-be-karaa.n ke KHvaab-guu.n saa.e
mirii raato.n me.n misl-e-barq lahraa.e
Sajida Zaidi
Nazm
shab-e-intizar
masjid ke minaaro.n se vo baa.ng-e-azaa.n aa.ii
darbaar-e-ilaahii me.n ab hogii jabii.n-saa.ii
Amjad Najmi
Nazm
shikwa
ham to jiite hai.n ki duniyaa me.n tiraa naam rahe
kahii.n mumkin hai ki saaqii na rahe jaam rahe
Allama Iqbal
Nazm
kabhi kabhi
ghanerii zulfo.n ke saa.e me.n chhup ke jii letaa
magar ye ho na sakaa aur ab ye aalam hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
taj-mahal
taaj tere liye ik maz.har-e-ulfat hii sahii
tujh ko is vaadi-e-ra.ngii.n se aqiidat hii sahii