SEARCH RESULTS
Showing search results for "ستائے"
Nazm MATCHES FOR "ستائے"
Nazm
teri aawaz
raat sunsaan thii bojhal thii.n fazaa kii saa.nse.n
ruuh par chhaa.e the be-naam Gamo.n ke saa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
zindan ki ek subh
duur naubat hu.ii phirne lage be-zaar qadam
zard faaqo.n ke sataa.e hu.e pahre vaale
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHana-ba-dosh
aaKHir zamaana un ko sataa.egaa kab talak
kab se jalaa rahaa hai jalaa.egaa kab talak
Asrarul Haq Majaz
Nazm
election
saudaa hai leaderii kaa jo dil ko sataa.e hai
''dil phir tavaaf-e-kuu-e-malaamat ko jaa.e hai''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
tark-e-talluq ke baad
ab qamiis ke baTan nahii.n TuuTe.nge
taGaaful kisii kaa ab nahii.n sataa.egaa
Ehtisham Akhtar
Nazm
pas che-bayad-kard
KHvaab-e-KHas-KHaana-o-barfaab ke piichhe piichhe
garmi-e-shahr-e-muqaddar ke sataa.e hu.e log
Iftikhar Arif
Nazm
aurat
sataa.egaa is ko bataa kyaa zamaana
sinaa.n jis kii apnii hai shamshiir apnii