SEARCH RESULTS
Showing search results for "سر_بزم_طرب"
Nazm MATCHES FOR "سر_بزم_طرب"
Nazm
parchhaiyan
tum aaj hazaaro.n miil yahaa.n se duur kahii.n tanhaa.ii me.n
yaa bazm-e-tarab-aaraa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
da’wat-e-nagawar
meraa dam ghuTtaa hai is bazm-e-tarab me.n
mujh ko jaane de tuu takraar na kar ai dost
Sada Ambalvi
Nazm
shab-charagh
giit phir Duub ga.e KHvaab ke viiraano.n me.n
phir luTii bazm-e-tarab saaz-e-tarab phir TuuTaa
Qamar Raees
Nazm
ek bewafa ke nam
tuu jaa rahii hai bazm-e-tarab me.n to KHair jaa
par teraa jii vahaa.n bhii na bahle KHudaa kare
Owais Ahmad Dauran
Nazm
ek dost ki KHush-mazaqi par
shaana-e-giitii pe lahraane ko hai.n gesuu-e-shab
aasmaa.n me.n mun.aqid hone ko hai bazm-e-tarab
Asrarul Haq Majaz
Nazm
bhopal
shaa'irii ho 'ilm-o-hikmat ho ki ho bazm-e-tarab
silsila dar silsila dar silsila bhopal hai
Zia Faooqui
Nazm
nasim-e-sahar
patto.n ko la.Dkha.Daatii hu.ii jaa-ba-jaa chalii
bazm-e-tarab kaa rang chaman me.n jamaa chalii
Mela Ram Wafa
Nazm
hello best friend
bad-tar-az-hijr miirii bazm-e-tarab hotii thii
ek bechainii sii har shaam ajab hotii thii
Balmohan panday
Nazm
inhen kuchh na kaho
Thiik kar degaa falak in kii bhii aqlo.n kaa futuur
ravish-e-bazm-e-tarab in kii bhii badlegii zaruur
Hilal Rizvi
Nazm
goristan-e-shahi
shorish-e-bazm-e-tarab kyaa uud kii taqriir kyaa
dardmandaan-e-jahaa.n kaa naala-e-shab-giir kyaa
Allama Iqbal
Nazm
intizar
kis ne aaGaaz kiyaa zamzama-e-bazm-e-tarab
lab-e-jaa.n-baKHsh kii tho.Dii sii bhii jumbish hai Gazab
Fazlurrahman
Nazm
kirya karm
sar-e-bazm ham ye sitam dekhte hai.n
hamaarii taraf aap kam dekhte hai.n
Zareef Jabalpuri
Nazm
nadamat
ik tamaashe kii tarah vaqt pe uryaa.n hote
apnii KHvaahish ko sar-e-bazm na rusvaa karte
Mohammad Afsar Sajid
Nazm
is shahr mein ab aaina-samani karo ho
har baat sar-e-bazm bhalaa kartaa hai ko.ii
kyuu.n apne hii jazbaat kii uryaanii karo ho
Asra Rizvi
Nazm
taghaful
mere na hone kaa ehsaas nahii.n hai us ko
tum sar-e-bazm miraa naam uchhaalo logo
Talat Farooq
Nazm
koi wahima to nahin
tujhii ko sar-e-bazm kyo.n mai.n ne dekhaa
jo dekhaa to kyo.n der tak tujh ko dekhaa kiyaa