SEARCH RESULTS
Showing search results for "سفید"
Nazm MATCHES FOR "سفید"
Nazm
nazm
safed shirt thii tum sii.Dhiyo.n pe baiThe the
mai.n jab class se niklii thii muskuraate hu.e
Tahzeeb Hafi
Nazm
patthar
jis pe haq baat bhii patthar kii tarah girtii hai
ik vo patthar hai jo kahlaataa hai tahziib-e-safed
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ramaen ka ek sin
duniyaa kaa ho gayaa hai ye kaisaa lahuu sapiid
andhaa kiye hu.e hai zar-o-maal kii umiid
Chakbast Braj Narayan
Nazm
barsat ki bahaaren
sabzo.n kii lahlahaahaT kuchh abr kii siyaahii
aur chhaa rahii ghaTaa.e.n surKH aur safed kaahii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kali diwar
ek safed imaarat jis kii nagar nagar me.n dhuum
andar duniyaa bhar kii kaalak baahar se ma.asuum
Ahmad Faraz
Nazm
aadhi raat
ki jaise khiltaa chalaa jaa.e ik safed ka.nval
sipaah-e-ruus hai ab kitnii duur berlin se
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tah-e-nujum
KHumaar-e-KHvaab se labrez ahmarii.n aa.nkhe.n
safed ruKH pe pareshaan 'ambarii.n aa.nkhe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
safed sach
us kii u.ngliyaa.n hamesha sach boltii hai.n
ba.Daa yaqiin thaa use apnii u.ngliyo.n par
Munawwar Rana
Nazm
mufahamat
nasheb-e-arz pe zarro.n ko mushta.il paa kar
bulandiyo.n pe safed-o-siyaah mil hii ga.e