SEARCH RESULTS
Showing search results for "سمندر"
Nazm MATCHES FOR "سمندر"
Nazm
sab maya hai
kyuu.n dard ke naame likhte likhte raat karo
jis saat samundar paar kii naar kii baat karo
Ibn e Insha
Nazm
saqi-nama
KHudii jalva badmast o KHalvat-pasand
samundar hai ik buu.nd paanii me.n band
Allama Iqbal
Nazm
zooming
khilte hu.e gulaab me.n mahkaa hu.aa badan
mahke hu.e badan me.n samundar saa ek dil
Ashfaq Husain
Nazm
KHizr-e-rah
ai musalmaa.n aaj tuu us KHvaab kii taa'biir dekh
apnii KHaakistar samundar ko hai saamaan-e-vajuud
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
us kii zamii.n be-huduud us kaa ufuq be-saGuur
us ke samundar kii mauj dajla o danyuub o niil
Allama Iqbal
Nazm
wo kamra yaad aata hai
apne khurdure siine me.n
shafqat ke samundar ko chhupaa.e ho
Javed Akhtar
Nazm
jab teri samundar aankhon mein
jab terii samundar aa.nkho.n me.n
is shaam kaa suuraj Duubegaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nauha
Dartaa huu.n kahii.n KHushk na ho jaa.e samundar
raakh apnii kabhii aap bahaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
ye gumbad-e-aflaak ye KHaamosh fazaa.e.n
ye koh ye sahraa ye samundar ye havaa.e.n
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (2)
terii aa.nkho.n ke samundar kaa kinaaraa hii thaa
sadiyo.n kaa kinaaraa niklaa