SEARCH RESULTS
Showing search results for "سوز_غم"
Nazm MATCHES FOR "سوز_غم"
Nazm
sharh-e-wardat
soz-e-Gam muujib-e-hayaat bhii hai
ek shai zahr bhii nabaat bhii hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
nazm
KHushk aur KHasta sii KHaakistar afsurda me.n
soz-e-Gam ko sharar-a.ngez karo
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
lauh-e-mazar
ruuh par taarii hai ik mub.ham sukuut
ab vo soz-e-Gam na vo saaz-e-junuu.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
KHud fareb
tumhaare saath ka.ii Gam bhii lauT aa.e hai.n
nahii.n nahii.n mujhe ab soz-e-Gam kii taab nahii.n
Zia Jalandhari
Nazm
aazadi
sabr-e-ayyuubii kaa jab labrez hotaa hai subuu
soz-e-Gam se khaultaa hai jab Gulaamo.n kaa lahu
Ali Sardar Jafri
Nazm
madar-e-fitrat
soz-e-Gam kuchh to kare kam ye havaa se kah de
aaj to khul ke baras jaa.e havaa se kah de
Syeda Farhat
Nazm
KHak-e-hind
tujh ko miTaa diyaa hai har-chand aasmaa.n ne
phuu.nkaa hai aah dil ko soz-e-Gam-e-nihaa.n ne
Tilok Chand Mahroom
Nazm
aah gokhale
afsos mulk-bhar me.n ho ik charaaG vo bhii
bujh jaa.e jalte jalte soz-e-Gam-e-nihaa.n se
Zahida Khatoon sharvaiya
Nazm
padmani
ye vo bijlii thii jo soz-e-Gam-e-hirmaa.n ho kar
KHaak sii loT ga.ii terii pashiimaa.n ho kar
Suroor Jahanabadi
Nazm
sati
saa.iqa hai barq kaa tere dil-e-muztar kii aag
phuu.nk detii hai tujhe soz-e-Gam-e-shauhar kii aag
Suroor Jahanabadi
Nazm
KHuda se
ma.amuur-e-soz-e-Gam hai kab se ye saaz-e-aalam
maayuus ho chuke hai.n himmat hii kho chuke hai.n
Qaisar Amravatwi
Nazm
tere baghair
dil ban chukaa hai maskan-e-soz-e-Gam-e-firaaq
siina javaab-e-barq-e-tapaa.n hai tire baGair
Shaida Ambalvi
Nazm
ــــــــ ki god mein billi dekh kar
کہيں سامان مسرت، کہيں ساز غم ہے
کہيں گوہر ہے ، کہيں اشک ، کہيں شبنم ہے