SEARCH RESULTS
Showing search results for "سہانی"
Nazm MATCHES FOR "سہانی"
Nazm
ek shahanshah ne banwa ke
kis kii himmat hai mohabbat se jo inkaar kare
aaj taqdiir ne ye raat suhaanii dii hai
Shakeel Badayuni
Nazm
o des se aane wale bata
sarmast nazaare hote hai.n
kyaa ab bhii suhaanii raato.n ko
Akhtar Shirani
Nazm
jugnu
suhaanii narm lave.n dete an-ginat jugnuu
ghanii siyaah KHunuk pattiyo.n ke jhurmuT se
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hinDola
suhaanii raat kii maanuus ramaziyat kaa fusuu.n
alassabaah ufuq kii vo thartharaatii bhave.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
raat sunsan hai
jis kii KHaamosh inaayat kii suhaanii yaade.n
loriyaa.n ban ke mire dil me.n samaa jaatii hai.n
Mustafa Zaidi
Nazm
ek raat ki kahani
ba.Dii suhaanii sii raat thii vo
havaa me.n an-jaanii kho.ii kho.ii mahak rachii thii
Fahmida Riaz
Nazm
ishq aur maut
suhaanii numuud-e-jahaa.n kii gha.Dii thii
tabassum-fashaa.n zindagii kii kalii thii
Allama Iqbal
Nazm
thoDa thoDa KHarch karen hum
saarii chiize.n ho ga.ii.n paidaa
tab aa.ii vo sub.h suhaanii
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
ras ki anokhi lahren
nahii.n hai
agar ko.ii panchhii suhaanii sadaa me.n kahii.n giit gaa.e
Meeraji
Nazm
fasad-e-zat
yahii hayaat-e-gurezaa.n ba.Dii suhaanii thii
na tum se ranj na apne se bad-gumaanii thii
Mustafa Zaidi
Nazm
zahrab-e-husn
husn ke din bhii kaif-parvar hai.n
husn kii raat bhii suhaanii hai