SEARCH RESULTS
Showing search results for "سیر"
Nazm MATCHES FOR "سیر"
Nazm
hamesha der kar deta hun
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
badalte mausamo.n kii sair me.n dil ko lagaanaa ho
Muneer Niyazi
Nazm
KHizr-e-rah
gosha-e-dil me.n chhupaa.e ik jahaan-e-iztiraab
shab sukuut-afzaa havaa aasuuda dariyaa narm sair
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
tund o subuk-sair hai garche zamaane kii rau
ishq KHud ik sail hai sail ko letaa hai thaam
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
ik paav ser aane kii dil me.n lagaa ke aas
gorii kaa vaqt hove to gaataa hai vo babhaas
Nazeer Akbarabadi
Nazm
roTiyan
roTii na peT me.n ho to phir kuchh jatan na ho
mele kii sair KHvaahish-e-baaG-o-chaman na ho
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hubb-e-watan
sair-e-gulshan hai jii kaa ik janjaal
shab-e-mahtaab jaan ko hai vabaal
Altaf Hussain Hali
Nazm
haqiqat-e-husn
کہيں قريب تھا ، يہ گفتگو قمر نے سني
فلک پہ عام ہوئي ، اختر سحر نے سني
Allama Iqbal
Nazm
barsat ki bahaaren
kyaa kyaa machii hai.n yaaro barsaat kii bahaare.n
phuulo.n kii sej uupar sote hai.n kitne ban-ban
Nazeer Akbarabadi
Nazm
tumhaari yaad
gulsitaano.n kii sair gaaho.n me.n
zindagii kii hasiin raaho.n me.n
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
tum yaad mujhe aa jate ho
tum yaad mujhe aa jaate ho
jab ko.ii kisii kaa haath paka.D kar sair ko baahar jaataa hai
Behzad Lakhnavi
Nazm
rishwat
chauda aane ser kii aavaaz sun kar aaj-kal
laal ho jaataa hai Gusse se TamaaTar aaj-kal
Josh Malihabadi
Nazm
hindi maktab
آزاد کي اک آن ہے محکوم کا اک سال
کس درجہ گراں سير ہيں محکوم کے اوقات!
Allama Iqbal
Nazm
muslim uniwersity aligarh se KHitab
nargis-e-arzaq ke shaidaa diida-e-aahuu bhii dekh
ai sunahrii zulf ke qaidii siyah gesuu bhii dekh