SEARCH RESULTS
Showing search results for "صرصر"
Nazm MATCHES FOR "صرصر"
Nazm
intisab
jel-KHaano.n kii shoriida raato.n kii sarsar me.n
jal jal ke anjum-numaa hoga.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hitch-hiker
jab se sarsar mire gulshan me.n chalii hai tab se
barg-e-aavaara kii maanind Thikaane mere
Ahmad Faraz
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
sham-e-ummiid sarsar-e-Gam me.n
kis bahaane jalii hai tere baa'd
Saifuddin Saif
Nazm
iqbaal
jaise charaaG vahshat-e-sar-sar se be-KHatar
yaa sham-e-bazm sub.h kii aamad se be-KHabar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dil mere sahra-naward-e-pir dil
sargiraanii kii shab-e-rafta se jaag
kuchh sharar aaGosh sarsar me.n hai.n gum
Noon Meem Rashid
Nazm
jashn-e-azadi
baad-e-sarsar ko agar tum ne kahaa mauj-e-nasiim
is se mausam me.n ko.ii farq nahii.n aa.egaa
Qateel Shifai
Nazm
aag ke pas
kabhii aahista se darvaaza jo khultaa hai to ha.ns detaa huu.n
ye bhii is baat kii sarsar kii
Noon Meem Rashid
Nazm
khel
jis khel ko sarsar ne bhii khelaa na chaman me.n
us khel ko ab baad-e-sabaa khel rahii hai
Shorish kashmiri
Nazm
musafir
sarsar-e-be-e.atidaalii se gurezaa.n fikr-o-fan
hosh me.n thaa taa-dam-e-aaKHir zamiir-e-mo'atabar
Aziz Tamannai
Nazm
kullo-man-alaiha-fan
kitne shaadaab phuulo.n me.n bas ik hamii.n
baad-e-sarsar ke jho.nko.n se murjhaa ga.e
Hosh Jaunpuri
Nazm
jidhar dekhta hun udhar tu hi tu hai
bustaan-e-pur-fazaa me.n
sarsar me.n aur sabaa me.n
Narayan Das Puri
Nazm
saheli bujh paheli
ai vaa.e sabaa aqrab-e-jarraara chaman me.n
sarsar ke ishaaraat pe bis ghol rahaa hai
Shorish kashmiri
Nazm
zawal-e-ahd-e-tamanna
na un kii chashm-e-karam sarsar-o-sumuum me.n ghole
safaa-e-baad-e-sahar dam-e-suruur baad-e-bahaarii