SEARCH RESULTS
Showing search results for "صف"
Nazm MATCHES FOR "صف"
Nazm
shikwa
ek hii saf me.n kha.De ho ga.e mahmuud o ayaaz
na ko.ii banda rahaa aur na ko.ii banda-navaaz
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
jaa ke hote hai.n masaajid me.n saf-aaraa to Gariib
zahmat-e-roza jo karte hai.n gavaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Nazm
ek aarzu
saf baa.ndhe dono.n jaanib buuTe hare hare ho.n
naddii kaa saaf paanii tasviir le rahaa ho
Allama Iqbal
Nazm
mauzu-e-suKHan
maut aur ziist kii rozaana saf-aaraa.ii me.n
ham pe kyaa guzregii ajdaad pe kyaa guzrii hai?
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
urdu ke janaaze kii ye saj-dhaj ho niraalii
saf-basta ho.n marhuuma ke sab vaaris-o-vaalii
Rais Amrohvi
Nazm
sochne do
is ke saf-basta dariicho.n me.n se kis me.n avval
zah hu.ii surKH shu.aa.o.n kii kamaa.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
saf-basta hai.n arvaah-u-shshuhadaa
Dar kaahe kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tum ye kahte ho ab koi chaara nahin
ko.ii utraa na maidaa.n me.n dushman na ham
ko.ii saf ban na paa.ii, na ko.ii alam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aurat
ho sabr pe aamaada to sah jaa.e har ik Gam
ho jaa.e muKHaalif to palaT de saf-e-aalam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
ishq apne mujrmon ko pa-ba-jaulan le chala
ham na is saf me.n the aur na us saf me.n the
raaste me.n kha.De un ko takte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
gandhi-ji ki yaad mein!
hazaar-dar-hazaar hai.n agarche rahbaraan-e-mulk
magar vo piir-e-naujavaa.n, vo ek mard-e-saf-shikan
Jigar Moradabadi
Nazm
jang-e-yarmuk ka ek waqia
صف بستہ تھے عرب کے جوانان تيغ بند
تھي منتظر حنا کي عروس زمين شام
Allama Iqbal
Nazm
mardana kamzori
mere aa.ngan me.n maatam kii saf bichh ga.ii
'aurate.n bain kartii rahii.n
Shoaib Kiani
Nazm
ghulam qadir rahila
مرا مسند پہ سو جانا بناوٹ تھي، تکلف تھا
کہ غفلت دور سے شان صف آرايان لشکر سے
Allama Iqbal
Nazm
ek din yun KHizan aa gai
sar-niguu.n saf-ba-saf pesh-e-diivaar-o-dar
aur chaaro.n taraf un ke bikhre hu.e