SEARCH RESULTS
Showing search results for "ضبط_الم"
Nazm MATCHES FOR "ضبط_الم"
Nazm
shama
zabt par qudrat hai tujh ko ye ki tuu KHaamosh hai
tere siine me.n agarche yaas-o-Gam kaa josh hai
Saqib Kanpuri
Nazm
ashk bahaya maine
gosha-e-dil me.n teraa dard chhupaayaa mai.n ne
chashm-e-tar ko bhii na ye raaz bataayaa mai.n ne
Rabia Sultana Nashad
Nazm
mohabbat
mohabbat KHaaliq-e-har-do-jahaa.n hai
mohabbat diin-e-fitrat kii zabaa.n hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
ramaen ka ek sin
aalam ye thaa qariib ki aa.nhke.n ho.n ashk-rez
lekin hazaar zabt se rone se kii gurez
Chakbast Braj Narayan
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
zarra zarra dahr kaa zindaanii-e-taqdiir hai
parda-e-majbuurii o bechaargii tadbiir hai
Allama Iqbal
Nazm
KHwab
kyaa kahuu.n KHvaab-e-zindagii tujh se
vo zamaana bhii kyaa zamaana thaa
Farrukh Zohra Gilani
Nazm
jagti aankhon ka KHwab
suruur-e-hijr ke mausam me.n bhii na maa.nd pa.Daa
havaas zabt ke aalam me.n bhii bahakte rahe
Rehman Faris
Nazm
sukun
ta.Dap rahe hai.n jo tuufaa.n mire KHayaalo.n me.n
vo band-e-zabt-o-tahammul se aa na Takraa.e.n
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
ittihadi
na ham hai.n ahl-e-siyaasat na ham fasaadii hai.n
husain vaale hai.n ham log ittihaadii hai.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
gandhi
ai rahnumaa-e-hind ai KHidmat-guzaar-e-qaum
naqsh-e-qadam tire hai.n zamaane me.n yaadgaar
Dharmpal Aaqil
Nazm
misra-e-sani
ai mire hamdam-e-deriina ka.ii din pahle
tujh pe likkhii hu.ii tahriire.n jalaa dii.n mai.n ne