SEARCH RESULTS
Showing search results for "طمع_خام"
Nazm MATCHES FOR "طمع_خام"
Nazm
shairi ka janaza
ek shab to tab’-e-mauzuu.n ne u.Daa dii nii.nd bhii
aur dimaaG o qalb kii rag rag pha.Dakne lag ga.ii
Barq Aashiyanvi
Nazm
zarurat-e-ittihad
yaa KHudaa hind par karam farmaa
is kii takliif kal-adam farmaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
ek shauhar ka taaruf
vo sitam-iijaad hai vo baanii-e-be-daad hai
hasrato.n kaa KHuun kartaa hai ba.Daa jallaad hai
Manjhoo Begam Lucknowi
Nazm
ek alamat
ghaas se bach ke chalo ret ko gulzaar kaho
narm kaliyo.n pe cha.Dhaa do Gam-e-dauraa.n ke Gilaaf
Mustafa Zaidi
Nazm
ahl-e-hind
inqilaab-e-dahr se sab shaan vaale miT ga.e
ruum vaale miT ga.e yuunaan vaale miT ga.e
Barq Dehlvi
Nazm
mir
shaahid-e-bazm-e-suKHan naazuura-e-ma.anii-taraaz
ai KHudaa-e-reKHta paiGambar-e-soz-o-gudaaz
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
holi
judaa na ham se ho ai KHush-jamaal holii me.n
ki yaar phirte hai.n yaaro.n ke taal holii me.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kisan
jhuTpuTe kaa narm-rau dariyaa shafaq kaa iztiraab
khetiyaa.n maidaan KHaamoshii Guruub-e-aaftaab
Josh Malihabadi
Nazm
KHatun-e-mashriq
Guncha-e-dil mard kaa roz-e-azal jab khul chukaa
jis qadar taqdiir me.n likkhaa hu.aa thaa mil chukaa
Josh Malihabadi
Nazm
mera watan
dil-rubaa laala ho fazaa terii
mujh ko bhaa.ii na ik adaa terii