SEARCH RESULTS
Showing search results for "عدو"
Nazm MATCHES FOR "عدو"
Nazm
muhasara
so ye javaab hai meraa mire aduu ke liye
ki mujh ko hirs-e-karam hai na KHauf-e-KHamyaaza
Ahmad Faraz
Nazm
dosti ka hath
alam to ye hai ki dono.n ko vahm hai ki bahaar
aduu ke KHuu.n me.n nahaane ke baa'd aatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
ai jahan dekh le!
kal jo mehmaan the ghar ke maalik bane
shaah bhii hai aduu shaiKH bhii hai aduu
Habib Jalib
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
kahe.n pe KHuun-e-jigar ke dhabbe
ye chaak hai panja-e-aduu kaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chaDha diya hai bhagat-singh ko raat phansi par
aduu vatan ko tashaddud se kyaa dabaa.e.nge
vo apne haath se fitne na.e jagaa.e.nge
Aaftab Rais Panipati
Nazm
main nashe mein hun
dushnaam aur balvo.n ke aur duu-ba-duu ke biich
jaise ki ko.ii baiThaa ho bazm-e-aduu ke biich
Syed Mohammad Jafri
Nazm
ai nazir-e-be-KHabar
ab yahaa.n phir shuruu.a se shuruu.a kaun kare
lamha lamha shab-e-Gam kaa yuu.n aduu kaun kare
Om Bhutkar Maghloob
Nazm
bulbul o parwana
la.Daa na sham.a se aa.nkhe.n ki hai uduu terii
tirii nigaah-e-mohabbat-asar nahii.n achchhii
Suroor Jahanabadi
Nazm
nazm ittihad
shikva aduu kaa kyaa hai jab ahbaab hai.n aduu
jiine kii ik second nahii.n ab to aarzuu
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Nazm
paris
jo aduu hai.n vo hamaare hii aduu kab hai.n faqat
ham hadaf kab hai.n ki un kaa hadaf aasaanii hai
Atif tauqeer
Nazm
ishq-e-watan
qurbaan huu.n aduu ke zor-e-sitam ke sadqe
sah sah ke ranj-o-Gam ko mardaana ho gayaa huu.n