SEARCH RESULTS
Showing search results for "عزیز"
Nazm MATCHES FOR "عزیز"
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
pukaartii rahii.n baahe.n badan bulaate rahe
bahut aziiz thii lekin ruKH-e-sahar kii lagan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iltija-e-musafir
riyaaz-e-dahr me.n maanind-e-gul rahe KHandaa.n
ki hai aziiz-tar az-jaa.n vo jaan-e-jaa.n mujh ko
Allama Iqbal
Nazm
walid sahab ke nam
aziiz-tar mujhe rakhtaa hai vo rag-e-jaa.n se
ye baat sach hai miraa baap kam nahii.n maa.n se
Tahir Shaheer
Nazm
aaKHiri mulaqat
vo fitna-sar ga.e jinhe.n kaa.nTe aziiz the
ab kuchh nahii.n to nii.nd se aa.nkhe.n jalaa.e.n ham
Akhtarul Iman
Nazm
dosti ka hath
zamiin-e-paak hamaare jigar kaa Tuk.Daa hai
hame.n aziiz hai dehlii o lucknow kii tarah
Ali Sardar Jafri
Nazm
hubb-e-watan
tum har ik haal me.n ho yuu.n to aziiz
the vatan me.n magar kuchh aur hii chiiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
hai sab ko aziiz kuu-e-jaanaa.n
is raah me.n sab jiye mare hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
tumhein pyar hai, to yaqin do,
mai.n aziiz-tar huu.n jahaan se
yaa iimaan se, na kahaa karo,
Arif Ishtiaque
Nazm
aata hai yaad mujhko
anvar aziiz raajuu munnuu ke saath mil kar
vo taaliyaa.n bajaanaa bandar ko mu.nh chi.Daanaa
Zafar Kamali
Nazm
gae janam ki sada
mujhe ye chehra tumhaare apne vajuud se bhii aziiz-tar hai
ki us kii aa.ankho.n me.n
Parveen Shakir
Nazm
hubb-e-watan
kyaa zamaane ko tuu aziiz nahii.n
ai vatan tuu to aisii chiiz nahii.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
mujhe ye pairaahan-e-dariida
aziiz bhii, naa-pasand bhii hai