SEARCH RESULTS
Showing search results for "عقاب"
Nazm MATCHES FOR "عقاب"
Nazm
raqib se!
naa-tavaano.n ke nivaalo.n pe jhapaTte hai.n uqaab
baazuu tole hu.e ma.nDlaate hu.e aate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
uqaab ke panja-haa-e-KHuunii.n
kii tarah aa.nkho.n pe aa rahe hai.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
man
ga.nvaa ke jism vo fursat se i mere paas
sisak sisak ke sunaayaa thii kis azaab me.n maa.n
Azra Parveen
Nazm
dawat-e-inqilab
chi.Diyo.n kii tarah daane pe girtaa hai kis liye
parvaaz rakh buland ki tuu ban sake uqaab
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
ek aanch ki kami
din uqaab kii cho.nch se giraa
aur suuraj-mukhii kaa baaG kyuu.n na ban sakaa
Asghar Nadeem Syed
Nazm
kaen kaen kawwa Ten Ten miTThu
kaun saa tuu uqaab aur shaahiin hai
mu.nh lagaanaa tujhe merii tauhiin hai
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
jangal mein mangal
baaz kabuutar kavvaa chi.Diyaa
haathii uu.nT uqaab aur shikraa
Khatir Ghaznavi
Nazm
kaenati gard mein barsat ki ek sham
aasmaan me.n ko.ii uqaab chhapaa hai
jo hamaarii zindagiyo.n ke chuuze uchak rahaa hai
Zahid Imroz
Nazm
abad
jab uqaab uu.nchii u.Daan par ho
to us kii aa.nkh me.n ko.ii su.ii chubho.ii nahii.n jaa saktii
Ahmad Hamesh
Nazm
tarkib-e-sarfi
aasmaa.n ek kabuutar hai ki jis ke KHuu.n kii
pyaas me.n saik.Do.n uqaab u.Daa karte hai.n
Chaudhary Mohammad Naeem
Nazm
saza
tum mujh ko jaan kar hii pa.Dii ho azaab me.n
aur is tarah KHud apnii sazaa ban gayaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam