SEARCH RESULTS
Showing search results for "قاش"
Nazm MATCHES FOR "قاش"
Nazm
modern laDkiyan
ka.Dii dhuup me.n qaash-e-zar sii taraashii hu.ii pi.nDliyaa.n
lahaktii phire.n thartharaatii phire.n
Majeed Amjad
Nazm
tum jo aate ho
abr kii qaash uThii mauj kaa saakit andaam
barf lab palko.n pe Taa.nke hu.e motii aa.nsuu
Wazir Agha
Nazm
saloni sardiyon ki nazm
Gazal daalaan me.n rakkhii hai mai.n ne
mahak hai sa.ngtare kii qaash jaisii
Aamir Suhail
Nazm
nashte ki mez par
jo ek qaash sa.ngtare kii naashte kii mez se uThaa.e.n
to phalo.n me.n ras pa.De
Iqtidar Javed
Nazm
shikwa
qahr to ye hai ki kaafir ko mile.n huur o qusuur
aur bechaare musalmaa.n ko faqat vaada-e-huur
Allama Iqbal
Nazm
aurat
farz kaa bhes badaltii hai qazaa tere liye
qahr hai terii har ik narm adaa tere liye
Kaifi Azmi
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
kaun batlaa.egaa mujh ko kise jaa kar puuchhuu.n
zindagii qahr ke saa.ncho.n me.n Dhalegii kab tak
Sahir Ludhianvi
Nazm
hasan kuza-gar (1)
ki mai.n ne hasan kuuza-gar ne
tirii qaaf kii sii ufuq-taab aa.nkho.n
Noon Meem Rashid
Nazm
aaj ek harf ko phir DhunDta phirta hai KHayal
dil-nashii.n harf ko.ii qahr bharaa harf ko.ii
harf-e-ulfat ko.ii dildaar-e-nazar ho jaise
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
inqalab
bahut hii jald tire sar pe bhii KHudaa kii qasam
KHudaa kaa qahr KHudaa kaa itaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
nashat-e-umid
kausar o tasniim hai yaa salsabiil
jalve hai.n sab tere ye be-qaal-o-qiil