SEARCH RESULTS
Showing search results for "قبر"
Nazm MATCHES FOR "قبر"
Nazm
marhum aur mahrum
har ek shab mai.n faqat karvaTe.n badaltaa huu.n
tumhaarii qabr ke ka.nkar ho.n jaise bistar me.n
Zubair Ali Tabish
Nazm
sarhaden
rome ke but ho.n ki paris kii ho monalisa
keats kii qabr ho yaa turbat-e-firdausii ho
Ahmad Faraz
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
talqiin sar-e-qabr pa.Dhe.n 'momin'-e-maGfuur
fariyaad dil-e-'Gaalib'-e-marhuum se nikle
Rais Amrohvi
Nazm
nur-jahan ke mazar par
pahlu-e-shaah me.n ye duKHtar-e-jamhuur kii qabr
kitne gum-gashta fasaano.n kaa pata detii hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
hubb-e-watan
qadr ai dil vatan me.n rahne kii
puuchhe pardesiyo.n ke jii se ko.ii
Altaf Hussain Hali
Nazm
taj-mahal
ye damaktii hu.ii chaukhaT ye tilaa-posh kalas
inhii.n jalvo.n ne diyaa qabr-parastii ko rivaaj
Kaifi Azmi
Nazm
ek nazm kahin se bhi shurua ho sakti hai
yaa qabr se jo baarish me.n baiTh ga.ii
yaa us phuul se jo qabr kii paa.iinii par khilaa
Sarvat Husain
Nazm
maine akasr KHwab mein dekha
ik pathriilii qabr banii hai
qabr kii ujlii peshaanii par