SEARCH RESULTS
Showing search results for "مسکن"
Nazm MATCHES FOR "مسکن"
Nazm
jashn-e-ghaalib
turbat hai kahaa.n us kii maskan thaa kahaa.n us kaa
ab apne suKHan-parvar zehno.n me.n savaal aayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai ishq kahin le chal
ik maskan-e-ashraar-o-aazaar hai ye duniyaa
ik maqtal-e-ahraar-o-abraar hai ye duniyaa
Akhtar Shirani
Nazm
himala
ai himaala daastaa.n us vaqt kii ko.ii sunaa
maskan-e-aabaa-e-insaa.n jab banaa daaman tiraa
Allama Iqbal
Nazm
saba viran
sulaimaa.n sar-ba-zaanuu aur sabaa viiraa.n
sabaa viiraa.n, sabaa aaseb kaa maskan
Noon Meem Rashid
Nazm
masjid
yaa abaabiil ko.ii aamad-e-sarmaa ke qariib
us ko maskan ke liye Dhuu.nD liyaa kartii hai
Akhtarul Iman
Nazm
kitaben
kitaabo.n se agar KHaalii makaa.n hai
vo hai bhuuto.n kaa maskan ghar kahaa.n hai
Zafar Kamali
Nazm
ganw ki saDak
ki jis kii KHaak me.n qudrat hai kiimiyaa.ii kii
ye naaibaan-e-KHudaavand-e-arz kaa maskan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
abr-e-kohsar
کبھي صحرا ، کبھي گلزار ہے مسکن ميرا
شہر و ويرانہ مرا ، بحر مرا ، بن ميرا
Allama Iqbal
Nazm
ek clerk laDki
terii aa.nkhe.n suruur kaa mandir
terii zulfe.n bahaar kaa maskan
Naresh Kumar Shad
Nazm
karachi
amiiro.n kaa maskan Gariibo.n kaa ghar hai
ra.iiso.n kaa daanishvaro.n kaa nagar hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
sandal ki KHushbu aur sanp
taariikii hii teraa muqaddar Thahraa
teraa maskan bhii taariik hai