SEARCH RESULTS
Showing search results for "مفرور"
Nazm MATCHES FOR "مفرور"
Nazm
qatil
mujhe mafruur honaa chaahiye thaa
aur mai.n saffaak-qaatil bevafaa KHuu.n-rez-tar mai.n
Jaun Eliya
Nazm
be-karan raat ke sannaTe mein
apne daste se ka.ii roz se mafruur huu.n mai.n!
ye mire dil me.n KHayaal aataa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
huzn-e-insan
aur iz.haar se ma.azuurii bhii hai
jism nekii ke KHayaalaat se mafruur bhii hai
Noon Meem Rashid
Nazm
alwidai mulaqat ke baad
mafruur aa.nsuu qataare.n banaa kar nikalne lage
gol-chakkar pe raushan kisii qumqume ke
Adnan Mohsin
Nazm
aadmi
uljhaa hu.aa hai aisaa man-o-tuu ke darmiyaa.n
masruur aadmii kabhii maGmuum aadmii
Jameel Azimabadi
Nazm
jab judai ki chaukhaT par mohabbat apna sar paTakne lage
band kar denii chaahiye
aur ek mafruur qaidii kii tarah
Azra Abbas
Nazm
diwali ki raat
bachpanaa bandish-e-parvaa se baraabar mafruur
khel aur kuud me.n hai mast havaa aaj kii raat
Ram Parkash Rahi
Nazm
aaina-KHana
qadam qadam pe unhii jangalo.n se miltii hai.n
jahaa.n pe Dhuu.nDii hai mafruur qaidiyo.n ne panaah
Akhtar Husain Jafri
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise maGruur hasiinaa.o.n ke barfaab se jism
garm haatho.n kii haraarat me.n pighal jaate hai.n