SEARCH RESULTS
Showing search results for "ملوا"
Nazm MATCHES FOR "ملوا"
Nazm
wapsi ka safar
ba.Daa kaThin hai merii jaa.n ye vaapsii kaa safar
rihaa.ii de ke mujhe aaj mujh se milvaa do
Ameeta Parsuram Meeta
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub kahii.n aur milaa kar mujh se
bazm-e-shaahii me.n Gariibo.n kaa guzar kyaa ma.anii
Sahir Ludhianvi
Nazm
aawara
ik mahal kii aa.D se niklaa vo piilaa maahtaab
jaise mullaa kaa amaama jaise baniye kii kitaab
Asrarul Haq Majaz
Nazm
daraKHt-e-zard
vo merii jaavedaana be-du.ii kaa ik sila to thaa
so us ko ek abbuu naam kaa gho.Daa milaa to thaa
Jaun Eliya
Nazm
kitaben
niim sajde me.n pa.Dhaa karte the chhuute the jabii.n se
vo saaraa ilm to miltaa rahegaa aa.inda bhii
Gulzar
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
ye hamaarii sa.ii-e-paiham kii karaamat hai ki aaj
suufii-o-mullaa muluukiyyat ke bande hai.n tamaam
Allama Iqbal
Nazm
alaw
tum ne palko.n pe namii suukh ga.ii thii so giraa dii
raat bhar jo bhii milaa ugte badan par ham ko
Gulzar
Nazm
aadmi-nama
hattaa ki apne zohd-o-riyaazat ke zor se
KHaaliq se jaa milaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye tum ne Thiik kahaa hai tumhe.n milaa na karuu.n
magar mujhe ye bataa do ki kyuu.n udaas ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
mohabbat ki ek nazm
mai.n KHushbu.o.n me.n tumhe.n miluu.ngaa
mujhe gulaabo.n kii pattiyo.n me.n talaash karnaa