SEARCH RESULTS
Showing search results for "ممکن"
Nazm MATCHES FOR "ممکن"
Nazm
KHub-surat moD
ta'alluq bojh ban jaa.e to us ko to.Dnaa achchhaa
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
Sahir Ludhianvi
Nazm
shikwa
ham to jiite hai.n ki duniyaa me.n tiraa naam rahe
kahii.n mumkin hai ki saaqii na rahe jaam rahe
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
ye bhii mumkin hai ki ik din vo pashiimaa.n ho kar
tere paas aa.e zamaane se kinaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
is waqt to yun lagta hai
mumkin hai ko.ii vahm thaa, mumkin hai sunaa ho
galiyo.n me.n kisii chaap kaa ik aaKHirii pheraa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mohabbat ki ek nazm
magar ye mumkin hii kis tarah hai
ki tum kisii par nigaah Daalo
Amjad Islam Amjad
Nazm
jashn-e-ghaalib
turbat hai kahaa.n us kii maskan thaa kahaa.n us kaa
ab apne suKHan-parvar zehno.n me.n savaal aayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
talib-ilm
tujhe kitaab se mumkin nahii.n faraaG ki tuu
kitaab-KHvaa.n hai magar saahib-e-kitaab nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
abhi kuchh din lagenge
mujhe bhii KHvaab me.n tabdiil kar degii
ik aisaa KHvaab jas kaa dekhnaa mumkin nahii.n thaa