SEARCH RESULTS
Showing search results for "منکشف"
Nazm MATCHES FOR "منکشف"
Nazm
KHud se milne ki fursat kise thi
miraa hausla
apne dil par bahut qabl hii munkashif ho gayaa hotaa
Parveen Shakir
Nazm
ye mujh mein kaun hai
vo mujh me.n asl zaat kii tarah rahaa magar kabhii
ye munkashif na ho sakaa
Aabid Jafri
Nazm
ghaalib
dair-o-haram pe bhii nahii.n ye raaz munkashif
harf-e-azal hai kaun jo ma.anaa-farosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
main kab se be-Khaal-o-KHat paDa hun
jo munkashif ho ke raushnii kaa libaas hote
kahaa.n hai kaano.n kii hairatii kaa sharaab-KHaana
Qasim Yaqub
Nazm
main zer-e-lab apna shajra-e-nasab dohra raha tha
miinaara-e-baabul ke saa.e me.n
mujh par munkashif ho.ii
Jawaz Jafri
Nazm
maine apna wajud gaThDi mein bandh liya
vo mujh par munkashif ho.ii
jahaa.n sunahrii machhliyaa.n
Jawaz Jafri
Nazm
KHun-e-tamanna
munkashif hone ko hai raaz-e-sabaat-e-jaavedaa.n
aaj agar shiiraaza-e-hastii pareshaa.n hai to kyaa
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
mahbuba ki qabr par
na andhii raat ke dar par kisii kii dastake.n guu.njii.n
mai.n KHud pe munkashif hone ko huu.n aaKHir
Ravish Nadeem
Nazm
shama
tuu na hotii to na hotii bazm-e-ishrat me.n ziyaa
tuu na hotii to na hotaa munkashif raaz-e-fanaa
Saqib Kanpuri
Nazm
shair
tuu na hotaa to na hote munkashif raaz-e-hayaat
tuu na hotaa to na hotaa naqsh-e-faanii ko sabaat
Saqib Kanpuri
Nazm
aur phir yun hua
to tum par sadaaqat na.e taur se munkashif hogii
bosiida-o-munjamid zehn me.n