SEARCH RESULTS
Showing search results for "نالا"
Nazm MATCHES FOR "نالا"
Nazm
ek aarzu
phuulo.n ko aa.e jis dam shabnam vazuu karaane
ronaa miraa vazuu ho naala mirii du.aa ho
Allama Iqbal
Nazm
aadmi-nama
marne me.n aadmii hii kafan karte hai.n tayaar
nahlaa-dhulaa uThaate hai.n kaa.ndhe pe kar savaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
falastini bachche ke liye lori
tere aa.ngan me.n
murda suuraj nahlaa ke ga.e hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shama aur shair
اس چمن ميں پيرو بلبل ہو يا تلميذ گل
يا سراپا نالہ بن جا يا نوا پيدا نہ کر
Allama Iqbal
Nazm
buniyaad kuchh to ho
gar tan nahii.n zabaa.n sahii aazaad kuchh to ho
dushnaam naala haa.o-huu fariyaad kuchh to ho
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
eid
hai shor-e-naala-o-aah-o-buka chahaar taraf
kahaa.n kii eid hai maatam bapaa chahaar taraf
Shifa Kajgavnwi
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
taa.ir-e-zer-e-daam ke naale to san chuke ho tum
ye bhii suno ki naala-e-taa.ir-e-baam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
itnaa pur-soz hu.aa naala-e-saffaak miraa
kar gayaa dil pe asar shikva-e-bebaak miraa
Nashtar Amrohvi
Nazm
inqalab
tujhe bhii apnii tarah paa-e-band-e-naala-o-aah
yuu.n hii majaal-e-tbaah-o-KHaraab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
fatima bint-e-abdullah
فاطمہ! گو شبنم افشاں آنکھ تيرے غم ميں ہے
نغمہ عشرت بھي اپنے نالہ ماتم ميں ہے
Allama Iqbal
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
pichhle pahr ke sannaaTe me.n
kis kii siskii kis kaa naala
Ibn e Insha
Nazm
KHurshid-e-mahshar ki lau
haath siine pe rakkho to har ustuKHaa.n
se uThe naala-e-al-amaa.n al-amaa.n