SEARCH RESULTS
Showing search results for "نا_اصلا"
Nazm MATCHES FOR "نا_اصلا"
Nazm
pesh-rau pesh-e-nazar
abtarii sat.h kii uljhii hu.ii maujo.n kaa hai naam
asl shai ruuh hai big.Dii hu.ii suurat ko na dekh
Safdar Aah Sitapuri
Nazm
fasana-e-ibrat
na pahlii sii vo mehr-o-ulfat kii baate.n
na aglaa saa chaahat kaa vo kaar-KHaana
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
dard-e-dil
mai.n ne jo Gaib kii sarkaar se maa.ngaa vo milaa
jo aqiida thaa mire dil kaa hilaa.e na hilaa
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aam-nama
ma.aluum hii hai aap ko bande kaa address
siidhe allahabad mire naam bhejiye
Akbar Allahabadi
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
samjhaa hai tuu ne nature o tadbiir ko KHudaa
dil me.n zaraa asar na rahaa laa-ilaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
mausam-e-barsat ki subh
na a.ndheraa hii thaa shab kaa na ujaalaa din kaa
raat ke gird nazar aataa thaa haalaa din kaa
Hamidullah Afsar
Nazm
sirr-e-hasti
kaun huu.n kyaa huu.n mai.n sad-haif na samjhaa aslan
naqsh miT-miT ke banaa zehn pe ban-ban ke miTaa
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
sandal ki KHushbu aur sanp
ko.ii af.ii hai
jo chandan ke pe.D kii KHushbuu se maKHmuur ho uThtaa hai
Perwaiz Shaharyar
Nazm
jafa-e-dil-shikan
haal-e-bad par apne har dam hai nazar
is musiibat kii na thii aslan KHabar
Gulam Dastgeer Mubeen
Nazm
jamuna-ji
allaah-allaah re is naaz-o-adaa kii hastii
tere aage nahii.n kuchh aab-e-baqaa kii hastii
Bismil Allahabadi
Nazm
kabutar aur kawwe ki hui laDai
allaah allaah kiyaa karo
us kaa naam hii liyaa karo
Ziyaullah Mohsin
Nazm
hubb-e-watan
ai sip.har-e-barii.n ke sayyaaro
ai fazaa-e-zamii.n ke gul-zaaro
Altaf Hussain Hali
Nazm
lawala
فضائے نور ميں کرتا نہ شاخ و برگ و بر پيدا
سفر خاکي شبستاں سے نہ کر سکتا اگر دانہ