SEARCH RESULTS
Showing search results for "نبات"
Nazm MATCHES FOR "نبات"
Nazm
KHizr-e-rah
saahir-al-muut ne tujh ko diyaa barg-e-hashiish
aur tuu ai be-KHabar samjhaa use shaaKH-e-nabaat
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
ye shaaKH-saar ke jhuulo.n me.n pe.ng pa.Dte hu.e
ye laakho.n pattiyo.n kaa naachnaa ye raqs-e-nabaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
sir akbar haidari sadr-e-azam Hyderabad dakan ke nam
ميں تو اس بار امانت کو اٹھاتا سر دوش
کام درويش ميں ہر تلخ ہے مانند نبات
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-urdu
qand-o-nabaat se hai ba.Dh kar miThaas is kii
har daur me.n rahii hai ye dilsitaa.n hamaarii
Ejaz Siddiqi
Nazm
kuchh lafz the
ruk ga.ii ik mo.D par fasl-e-nabaat
kho ga.e mujh se achaanak mere lafz
Ghulam Husain Sajid
Nazm
bint-e-mahtab
hasiin gaalo.n pe bikhraa hu.aa vo rang-e-hayaa
namii vo ho.nTo.n kii jis me.n nabaat-o-asl ghulaa
Sartaj Alam Abidi
Nazm
lal-bahadur-shastari
miThaas baat me.n aisii ki raam ahl-e-jahaa.n
tirii zabaan thii qand-o-nabaat kaa maKHzan
Arsh Malsiyani
Nazm
sharh-e-wardat
soz-e-Gam muujib-e-hayaat bhii hai
ek shai zahr bhii nabaat bhii hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
chand
numuud-e-ma.adan-o-aaraa.ish-e-nabaat hu.ii
tirii hii aa.nkho.n ke aage javaa.n hayaat hu.ii
Fazlurrahman
Nazm
saza
mai.n ne ye kab kahaa thaa mohabbat me.n hai najaat
mai.n ne ye kab kahaa thaa vafaadaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
abhii giraanii-e-shab me.n kamii nahii.n aa.ii
najaat-e-diida-o-dil kii gha.Dii nahii.n aa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tulu-e-islam
jahaan-e-aab-o-gil se aalam-e-jaaved kii KHaatir
nubuvvat saath jis ko le ga.ii vo armuGaa.n tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tumhaare Gam ke sivaa aur bhii to Gam hai.n mujhe
najaat jin se mai.n ik lahza paa nahii.n saktaa