SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرسش"
Nazm MATCHES FOR "پرسش"
Nazm
teri aawaz
apne Thukraa.e hu.e dost kii pursish ke liye
to na aa.ii magar us raat kii pahnaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
nashat-e-umid
diin kii tujh bin kahii.n pursish na ho
tuu na ho to haq kii parastish na ho
Altaf Hussain Hali
Nazm
KHabar hai ki nahin
husn ko pursish-e-biimaar kaa hai ab bhii KHayaal
mehr kii zarra KHaakii pe nazar hai ki nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
ayaadat
ik ik adaa me.n saika.Do.n pahluu-e-dildahii
ik ik nazar me.n pursish-e-pinhaa.n liye hu.e
Asrarul Haq Majaz
Nazm
pahli nazar
baa-takalluf baa-adab sad-naaz vo jannat-badosh
ek din aa.ii mirii pursish ko vo nik.hat-farosh
Hasrat Jaipuri
Nazm
nazr-e-watan
phir siina-e-umiid me.n raqsaa.n hai barq-e-tuur
phir pursish mazaaq kaliimaana chaahiye
Akhtar Shirani
Nazm
shab-o-roz tamasha
jism aur jaa.n kii tag-o-taaz kii har pursish me.n
dard-o-Gam hasrat-o-mahruumii kii har kaahish me.n
Waheed Akhtar
Nazm
tajassus
haal-e-dil apnaa kisii se mat kaho
ab to rasman hii zabaa.n par pursish-e-ahvaal hai
Akhtar Rahi
Nazm
lekin
kaun hai tuu ki tire tiira-shabistaa.n me.n kabhii
chaa.ndnii ko.ii pa.e-pursish-e-Gam aa.ii nahii.n
Afzal Husain Afzal
Nazm
qaidi
har guzartii hu.ii aavaaz bulaatii hai mujhe
lamha lamha mirii pursish ke liye aataa hai
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
shikast
mai.n ne samjhaa thaa tirii pursish-e-Gam se shaayad
dard kam hogaa Gam-e-dil kaa mudaavaa hogaa
Niyaz Gulbargavi
Nazm
nazr-e-sauda
zindaa.n kii shab nazar ke ujaale KHayaal-e-dost
yakjaa hu.e to pursish-e-haalaat ho ga.ii
Sahba lakhnavi
Nazm
nazm
siidhii jannat sidhaaregii pursish na hogii gunaaho.n kii
sab mu'aaf ho.nge
Bilqis Zafirul Hasan
Nazm
jago aur jagao
shaiKH kii hai na muGal kii pursish
ab hai sirf amal kii pursish
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
kar ke ek bar taghaful na mujhe pyar karo
be-ruKHii thii to ayaadat ko na aa.e hote
ab jo aa.e ho to kuchh pursish-e-biimaar karo
Jaleel Qidwai
Nazm
parchhaiyan
hazaar-guuna malaamat kaa baar uThaa.e hu.e
havas-parast nigaaho.n kii chiira-dastii se