SEARCH RESULTS
Showing search results for "کفن"
Nazm MATCHES FOR "کفن"
Nazm
aadmi-nama
munkir bhii aadmii hu.e aur kufr ke bhare
kyaa kyaa karishme kashf-o-karaamaat ke liye
Nazeer Akbarabadi
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tumhe.n udaas saa paataa huu.n mai.n ka.ii din se
na jaane kaun se sadme uThaa rahii ho tum
Sahir Ludhianvi
Nazm
26 january
be-kas barahnagii ko kafan tak nahii.n nasiib
vo va.ada-haa-e-atlas-o-kim-KHvaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
marhum aur mahrum
libaas roz badaltaa huu.n mai.n bhii sab kii tarah
magar KHayaal tumhaare kafan kaa hotaa hai
Zubair Ali Tabish
Nazm
aurat aur namak
ye tumhaarii kaun sii aa.nkhe.n hai.n
ye tumhaare ghar kii diivaar kii kaun sii chinaa.ii hai
Sara Shagufta
Nazm
KHak-e-hind
sham-e-adab na thii jab yuunaa.n kii anjuman me.n
taabaa.n thaa mahr-e-daanish is vaadii-e-kuhan me.n
Chakbast Braj Narayan
Nazm
chadar aur chaar-diwari
siyaah chaadar se apne hujre kii be-kafan laash Dhaa.np diijiye
ki us se phuuTii hai jo ufuunat
Fahmida Riaz
Nazm
eid
kisii ke eid ke jo.De me.n hai kafan aayaa
kahii.n pe zaKHmo.n se lipTaa hu.aa badan aayaa
Shifa Kajgavnwi
Nazm
aadhi raat
lage hai.n kaan sitaaro.n ke jis kii aahaT par
is inqalaab kii ko.ii KHabar nahii.n aatii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
rishwat
jaan bhii de de to saste daam mil saktaa nahii.n
aadmiyat kaa kafan hai dosto.n kap.Daa nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
raat
kafan o.Dhe pa.De hai.n kitne saalo.n se
jinhe.n mai.n aaj tak dafnaa nahii.n paayaa