SEARCH RESULTS
Showing search results for "असर-अंदाज़"
Nazm MATCHES FOR "असर-अंदाज़"
Nazm
if you call i will come
qalb-e-muztar se pukaarii hu.ii aavaaz se tez
aap kii nazro.n ke tiir-e-asar-andaaz se tez
Shameem Fatima Jafari
Nazm
surod-e-zindagi
ho asar-andaaz is par maut me.n ye dam nahii.n
zindagii miT jaa.e to bhii baa.is-e-maatam nahii.n
Sabir Abuhari
Nazm
phir wahi shab ke sarabon ka chalan!
phir vahii KHvaab-numaa
shab ke saraabo.n kaa chalan jaarii hai
Akhtar Ziai
Nazm
zindagi
sarguzasht-e-nauhagar hai zindagii
daastaan-e-ashk-e-tar hai zindagii
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
asar paida kar
jabr kaa daur hai aaho.n me.n asar paidaa kar
zulmat-e-shab se hii aasaar-e-sahar paidaa kar
Razi Badayuni
Nazm
wirasat
jab a.ndhere se mai.n Dar jaataa huu.n ab bhii aksar
terii u.nglii ko paka.Dne kaa KHayaal aataa hai
Ashok Lal
Nazm
aaj ki raat
dekhnaa jalva-e-jaanaa.n kaa asar aaj kii raat
phuul hii phuul hai.n taa-hadd-e-nazar aaj kii raat
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
aaj ki raat
dekhnaa jazb-e-mohabbat kaa asar aaj kii raat
mere shaane pe hai us shoKH kaa sar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
aah firaq sahab
ai mujaahid ai mu'allim ai suKHnavar ‘asr-saaz
ham na bhuule.nge tiraa andaaz-e-fan soz o gudaaz
Basant Lakhnavi
Nazm
ek subh
sa.nvar rahe the havaa ke latiif jho.nke
ubhar rahe the gulo.n se bahaar ke naqshe
Sahar Rampuri
Nazm
yaad ke dariche
idhar tere kuuche se meraa guzar
bahaane se vo teraa le jaanaa ghar
Rasheed Hasrat
Nazm
mirza ghaalib
maadar-e-hind ke fankaar the mirzaa 'Gaalib'
apne fan me.n ba.De hushyaar the mirzaa 'Gaalib'