SEARCH RESULTS
Showing search results for "अहल-ए-दिल"
Nazm MATCHES FOR "अहल-ए-दिल"
Nazm
choT lagti hai agar
kitne hii saahib-e-dil ahl-e-nazar ahl-e-qalam
ik zamaane se yuu.nhii likhte chale aa.e hai.n
Farhat Parveen
Nazm
shikast
jo apnii fat.h ke nashshe me.n chuur naKHvat se
duriida-daamani-e-ahl-e-dil pe ha.nste hai.n
Iftikhar Arif
Nazm
qasam
in dino.n ahl-e-dil kaa bharosaa nahii.n
dekhnaa is machaltii hayaa kii qasam
Salam Machhli shahri
Nazm
mohabbat mar nahin sakti
jo ahl-e-dil ko be-manzil banaane kii hai.n tadbiire.n
magar ahl-e-jahaa.n ko kyaa KHabar
Mohammad Tanviruzzaman
Nazm
payam-e-watan
sho.alo.n ko sard karne ke saamaa.n kiye hu.e
sab ahl-e-dil hai.n ek hii jazba liye hu.e
Jamal Bharti
Nazm
urdu
ahl-e-ulfat ke liye husn-e-ravaa.n hai urdu
ahl-e-dil ke liye dilkash hai javaa.n hai urdu
Ata Abidi
Nazm
lab pe pabandi to hai
lab pe paabandii to hai ehsaas par pahraa to hai
phir bhii ahl-e-dil ko ahvaal-e-bashar kahnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
bahut ghuTan hai
sitam ke daur me.n ham ahl-e-dil hii kaam aa.e
zabaa.n pe naaz thaa jin ko vo be-zabaa.n nikle