SEARCH RESULTS
Showing search results for "आब-ओ-हवा-ए-गुलसिताँ"
Nazm MATCHES FOR "आब-ओ-हवा-ए-गुलसिताँ"
Nazm
insan ki fariyaad
taskii.n ko zahr-e-qaatil aab-o-havaa-e-aalam
raahat kaa dushman-e-jaa.n har inqalaab-e-hastii
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
holi
'saaGar' naved-e-daavat-e-aab-o-havaa liye
baad-e-bahaar aa.ii hai holii ke ruup me.n
Saghar Nizami
Nazm
aao kamre se nikalte hain
ham vahii aab-o-havaa bhii hai vahii
asar-e-aab-o-havaa ko.ii nahii.n
Saleem Kausar
Nazm
samajh mein kuchh nahin aata
hame.n kis qarya-e-aab-o-havaa ke sang rahnaa thaa
kahaa.n shaame.n guzarnii thii.n
Noshi Gilani
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
haa.n baada-kasho aayaa hai ab rang pe mausam
ab sair ke qaabil ravish-e-aab-o-havaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
makashafa
ya.anii ko.ii aab-o-havaa aab-o-havaa nahii.n
ya.anii ko.ii mausam mausam nahii.n
Ahmad Hamesh
Nazm
ye aankh muntazir hai kisi inqalab ki
aab-o-havaa me.n phailii buu
aaluudgii sii ho
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
sham ka pahla tara
duniyaa kii badaltii haalat thii
kuchh aab-o-havaa kaa qissa thaa
Zehra Nigaah
Nazm
landscape
mausiiqii yaa aurte.n aur aab-o-havaa bachche
aKHbaar yaa Gizaa.o.n ke naam
Ahmad Hamesh
Nazm
kirae ka makan
yahaa.n aab-o-havaa kaa masKH chehra
milaa hargiz na mauqa dekhne kaa
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
hamara pyara des
aab-o-havaa hai KHuub yahaa.n kii
dil kii zamii.n mahbuub yahaa.n kii
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
mera watan
terii aab o havaa latiif sahii
tujh se ba.Dh kar spain kaa KHitta
Meer Syed Nazeer Husain Nashad
Nazm
daraKHt
apnii gahrii ja.Do.n kii paka.D Dhiilii kar
badalnaa chaahtaa hai kuchh aab-o-havaa
Harshlata
Nazm
main kya chahta hun
vatan kii taraqqii kaa hai raaz is me.n
mai.n aazaad aab-o-havaa chaahtaa huu.n