SEARCH RESULTS
Showing search results for "आह-ए-ना-मुराद"
Nazm MATCHES FOR "आह-ए-ना-मुराद"
Nazm
shoala-e-hina
hujuum-e-kaif me.n bhii ruuh be-qaraar hai kyo.n
ye iztiraab-e-dil-e-naa-muraad kaisaa hai
Qaisarul Jafri
Nazm
aaraf
agar kisii payambar-e-aziim kii nazar uThii
nigaah baazgasht-e-naa-muraad kii shikastagii ke vaar se
Syed Mubarak Shah
Nazm
tum aur main
fazaa-e-yaas kii taariikiyo.n me.n aavaara
sitam-rasiida kii ik aah-e-naa-rasaa mai.n huu.n
Razia Rana
Nazm
hindostan
ek aah-e-naa-rasaa begaana-e-zauq-e-suKHan
jaise pahlii shaam ko mahtaab kii maddham kiran
Maikash Akbarabadi
Nazm
ramaen ka ek sin
aise bhii naa-muraad bahut aa.e.nge nazar
ghar jin ke be-charaaG rahe aah umr bhar
Chakbast Braj Narayan
Nazm
hawa har ek samt bah rahi hai
naa-muraad aahaT aTak ga.ii hai
ye KHaak terii mirii sadaa ke dayaar me.n
Abrar Ahmad
Nazm
aazad-hind fauj
tuu kaamgaar ho tire dushman huu.n naa-muraad
hindostaa.n kii fauj-e-zafar-mauj zindabaad
Tilok Chand Mahroom
Nazm
imtiyaz
dil aaj sarf-e-naaz kiye jaa rahaa huu.n mai.n
paabandii-e-niyaaz kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Noor Ludhiyanwi
Nazm
husn aur mazduri
naazniino.n kaa ye aalam maathar-e-hind aah aah
kis ke jaur-e-naa-ravaa ne kar diyaa tujh ko tabaah?
Josh Malihabadi
Nazm
mirza-ghaalib
aah KHaak-e-hind me.n tuu der se KHvaabiida hai
ziinat-e-har-bazm teraa jalva-e-naa-diida hai
Mohammad Sadiq Zia
Nazm
fishshajaril-aKHzar-e-nar
hare daraKHto.n se aag barse
nigaar-KHaano.n me.n KHaar-o-KHas hai.n
Rizwanullah
Nazm
talab hai daryuza-gar
savaad-e-mahruumii-e-bashar to nahii.n
guzar-gaah-e-naa-muraadii