SEARCH RESULTS
Showing search results for "कामयाबी"
Nazm MATCHES FOR "कामयाबी"
Nazm
pandrah august
yahaa.n tak aayaa hai bhaarat KHud apnii mehnat se
jo kaamyaabii hai us kii KHushii to puurii hai
Javed Akhtar
Nazm
chand nasihaten
mil nahii.n saktii nikammo.n ko zamaane me.n muraad
kaamyaabii kii jo KHvaahish ho to mehnat chaahiye
Allama Iqbal
Nazm
imtihan mein kaamyabi
natiija sun ke ka.ii log bad-havaas hu.e
KHudaa kaa shukr hai ham imtihaa.n me.n paas hu.e
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
naya sal
pa.Dhaa.ii kaa ham azm-e-mohkam kare.n
buland kaamyaabii kaa parcham kare.n
Ameen Hazin
Nazm
allahabad se
vo rusvaa-e-jahaa.n naakaam-e-dauraa.n
ba-zo.am-e-kaamyaabii aa gayaa hai
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nai subh
ye saada saada garduu.n pe tabassum-aafrii.n suuraj
pai-dar-pai kaamyaabii se ho stalin magan jaise
Kaifi Azmi
Nazm
diwali
muddato.n baa'd bharat ne ye nazaara dekhaa
kaamyaabii ke falak par thaa sitaara chamkaa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
hawa aur suraj ka muqabla
tezii-o-tundii ke girviida hai.n sab
kaamyaabii kaa magar hai aur Dhab
Ismail Merathi
Nazm
chacha nehru ka paigham
kaamyaabii kii shaah-raaho.n me.n
maadar-e-hind kii nigaaho.n me.n
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
khel jari rahe
merii gardan u.Daa
aur KHuu.n se mire kaamyaabii ke apnii na.e jaam bhar
Naina Adil
Nazm
kya chahta hun
ki ho KHaana-e-dil kii mere KHaraabii
haziimat ho yaa muzhda-e-kaamyaabii