SEARCH RESULTS
Showing search results for "किशमिश"
Nazm MATCHES FOR "किशमिश"
Nazm
saqi-nama
azal se hai ye kashmakash me.n asiir
hu.ii KHaak-e-aadam me.n suurat-paziir
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
magar unhe.n to muraado.n kii raat mil jaa.e
hame.n to kashmakash-e-marg-e-be-amaa.n hii milii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ab main use yaad bana dena chahta hun
us kii taraf dekhuu.ngaa bhii nahii.n
mai.n koshish karuu.ngaa
Muneer Niyazi
Nazm
masjid-e-qurtuba
jis me.n na ho inqalaab maut hai vo zindagii
ruuh-e-umam kii hayaat kashmakash-e-inqilaab
Allama Iqbal
Nazm
jashn-e-ghaalib
ye jashn ye ha.ngaame dilchasp khilaune hai.n
kuchh logo.n kii koshish hai kuchh log bahal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
nazm
phir us ke baa'd meraa nashsha-e-sukuut gayaa
mai.n kashmakash me.n thii tum mere kaun lagte ho
Tahzeeb Hafi
Nazm
baiTha hai mere samne wo
merii nazro.n se hai pareshaa.n
KHud apnii kashish se hii KHafaa hai
Fahmida Riaz
Nazm
teri aawaz
dil ko ye zid thii ki tuu aa.e tasallii dene
merii koshish thii ki kambaKHt ko nii.nd aa jaa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
iltija-e-musafir
sitaare ishq ke terii kashish se hai.n qaa.em
nizaam-e-mehr kii suurat nizaam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
ruh-e-arzi aadam ka istiqbaal karti hai
jannat tirii pinhaa.n hai tire KHuun-e-jigar me.n
ai paikar-e-gul koshish-e-paiham kii jazaa dekh!
Allama Iqbal
Nazm
akele kamre mein
kashish nahii.n hai tumhaare binaa bahaaro.n me.n
ye chhat ye chaa.nd sitaare udaas lagte hai.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jugnu
rahii hai is ke liye daaKHlii kashish mujh me.n
rahaa huu.n dekhtaa chup-chaap der tak us ko
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tazad
yaziid aaj bhii bante hai.n log koshish se
husain KHud nahii.n bantaa KHudaa banaataa hai